Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

    hum agr as bussines ko theak traha se samjte han to as se hum ko acha fayda hota hye jab bhe as me loss hota hye to hum ko as losses se bhe sekhne ko melta hye agr hum as se sekhte han to hum apne loss ko kam se kam kr sakte han ye bussines loss and profit ka hey as me agr hum apne profit ko zayda krte han to as me hum ko loss kam se kam melta hye as leye hum ko chahye ke apne lot size ko kam se kam rakhan as se earn ka acha moka melta hye js se hum fayda lain js se hum ko acha fayda hota hye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

      g haan sir ap ne thek hi kaha ahai as main experience ki kami ki waja se hi ham ko as main zyadaloss hota hai as liy ham ko as main experience zyada hasil akrna chahiy hai ta k ham ko as main loss na ho aor ham as main kmayab ho jy
      • #18 Collapse

        Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

        Dear brother ap sahe keh ren hen kuch member ko bar bar los hota hai me smjta hon eski bari wja experience ki kmi hai me aisy new members ko mashwra don ga k wo pehly training karen aur senior members sy knowledge hasil karen es k bad trading karen phir apko los kam hoga aur apko profit zyada hasil joga.
        • #19 Collapse

          Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

          Forxss par loss wo log krwtyy hai jo forxs ko asan smjhtyy hai new add hotyy hai sat hei trading strt kr detyy hai ounho ko phr loss hota beshk jaisyy ky ap ny bola forxs main experience ki kami syy loss hota beshk experience na hony ki waja sy loss hota kisei bi kam ky kiye experience must hona chiyee zaida tar wo New members jo add hotyy sat trding kartyy hai ounho ky chiyee aisaa na kryy blkyy wo phlyy demo par parctics kryy posting kryy zaida syy zaida daily baises par time de gy forxs ko learng strt rhkyy gy phr sat sat tohri trding bi krenn...
          • #20 Collapse

            Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

            Gee bhai agar aap forex mein experiance ko gain nahin kerain gay tou aap ko loss hi ho ga aur aap ko chahyea kay forex mein mehnat aur lagan sae kaam kerain aur iss ka knowledge hasil kerain aur iss kay demo account mein kaam kerain jis sae aap kay experiance mein bhi izafa ho ga
            • #21 Collapse

              Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

              dear kisi had tak apki yeh baat theek hay k lose sirf experience ki kami ki wajha say he hota hay laikin kuch aisay bhi traders hain jinko lose experience honay ki bawwjood bhi ho jata hay wo is liye k experience k sath sath houslay ka hona bhi bahut lazmi hay experience yeh kehta hay k trade ab mil gai hay aur ham say sabr nai hota aur ham lot size bahut bara kar daitay hain jis say hamari trades thora say profit k baad lose main chali jati hay aur hamain nuksaan ho jata hay.
              • #22 Collapse

                Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

                forex trading main lose ki aham wajha ya ha ka jab ap bina market chart dekhy trade lagty han ya jald bazi sa kam leta han tu is ka badly apko bhut zyda lose hota ha islea zauri ha ka jab bhe trade lagao chart ko zarur dekhna or stop lose lazmi istmal karen
                • #23 Collapse

                  Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

                  Dear brother aap ki baat main knowledge hay ky member Jo experience hota hay Jo trading main kamyab hota hay iss liye Jo log trading ka experience nai rakhte oor trading kerna shoooro ker daty hain wohi member muqsan kerty hain.
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

                    Forex .ein dou cheezoun ka hona bahut zaroori bai aik tou firex ka knowledge aur doosra forex mein exoeriance aur in mein sub sae aeham experiance hai lakin experiance hasil kernay lye forex ka knowledge hona bahut zaroori hai iss lye pahele knowledge hasil kerain aur ohir experiance
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

                      Yea dear member !loss ki eham wajeh experience kami bhi ho sakti hay,is ke alaweh stop loss ka na lagana bhi ak eham
                      figure ho saketa hay ,loss money management ka na hona bhi loss ka sabub ban sakta hay ,our jald bazi bhi loss pohchaney
                      main eham kirdar ada kerti hay .
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

                        yes loss ki asal waja experience hain qk jaab demo account py work kiya nhe hota hain and forex ki merket ko ziyda time nhe diya hota tu is waja say humhain bilkul b pata nhe chlta hain k entry point kaha say hain and entry point ki jaga hum exit point ko dekh lete hain har trade ki entry point nhe hoti hain har trade main wait krna hota hain forex main main chez hain exprience hain jo k sab ko pata hain k is k bina kuch b nhe ho skta hain sirf loss b mil skta hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

                          Ji boss ye b ham kah sakte hien k jab hamare pas as mien experience na hota h ru as mien ham apna loss ker sakte hien aur mien as mien akbi b loss na kerna chahta hun as lyee mien abi sy forex ko seekh raha hun aur as mien kamaee kerna chhata hun agar mien as mien kamyab ho jao ga tu mien as mien khush ho jao ga.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

                            Ji bilkul sab members ne bilkul theek kaha ha forex aik bohat bada business ha jis mein knowledge aur experiance ki bohat ihmiat ha , isi liye experiance aur knowledge kam ya bohat thoda hone ki waja se aksar trader ko zyada loss hota ha aur aksar account b wash ho jata ha , isi liye hamain chahye jab tak hamain trading ka acha experiance na ho jaye hamain real account par trading nahi karni chahye balke demo account par hi practice karni chahye kam se kam 3 months tak.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X