Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay
    Aksar members ko is business may loss ka saamna karna pardtha hay tho asay members ko Mera mashwara hay ke ye ek buhut zabardast online business hay our agar is may hamay kabhi loss hotha be hay tho wo experience ke kame ke waja say hotha hay our jab hum trading may expert ho jathay hay per loss k chances buhut Kum hothay hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

    Dear brother ap na bilkul theak kaha ha forex trading mn nakami ki barri waja apkay pass trading knowledge aur experience ki kmi hoti ha meray khial mn agr ap trading knowledge aur demo account pa practice sa experience gain kr len to ap forex trading mn kamyabi hasil kr sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

      G han forex trading men loss ki wesay tu bahut c wajoohat hen lekin loss ki sub se bari waja experience ka nah hona hey iss liay agar demo account pe practice kar k acha experience hasil kar len tu loss ko kam kar saktay hen aur agar demo ko real account samaj kar practice karen tu acha experience hasil hota hey aur trading men loss ko kamyabi men badla ja sakta hey iss liay jab tak experience hasil nah karen trading start karnay ki ghalti bilkul nah karen warna loss zaroor hota hey
      • #4 Collapse

        Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

        G dear apnay theek bat akri hai hame loss khud hamari hi waja say hota hai jb k hum market ko bura keh rahay hotay hai, subse pehlay to hame ye cheezay samjh leni chaheye k market kbhi bhi kisi k favour mai nahi ati hai or na hi against jati hai, market bilkul normal ya nutral work karti hai tu is market mai wohi survive kar sakta hai achi taraah say hazir dimagh reh kar kam kare,
        • #5 Collapse

          Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

          Yes forex MA sb Zida whoi loss krta hai jin K experience Bht kam HotA Ya market K trande K ult Chlta hai Aur Wo jo stop loss use nai krty ic ly Hm Zida Zida Fx ki market ko smja chye Aur Zida successful trader bAn k ly Zida Zida demo pa trading krni chye
          • #6 Collapse

            Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

            G experience kam hone se chicken Los Jyada Hota Hai but iska matlab Huggies huggies yeah nahi K R trading Chod de Kyunki Insaan Hamesha galtiyo se sakta hai aur experience Bar Bar Dhoka khane se Hustle Hota Hai koi bhi Bandar Pehle Din Se Maher nahi ban jata professional banne ke liye aapko the cake khane padhte Hain Muddat Ke Baad jakar Bandar target achieve karta hai laser Yeh cheez Yaad Rakhe k slow and steady win the race
            • #7 Collapse

              Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

              G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me ham forex me na kam hony ki waja hamara kam knowledge or experience ki kami ki waja sy hoty han agr forex k bary me hamen pori pori jankari ho or is k mutabiq hamra experience bhi to ham yaqenan kamyab ho sakty han
              • #8 Collapse

                Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

                g mere bhai aisa ho sakta hai kyun ky bohat sare log kabi kabi bgher experience k trading krny ki koshish krty hain jis se un ko maximum nuqsan face krna par jata hai is liye ye kehna galat ni ho ga k bgher experience trading krna loss ki sab se bari waja hai is ko ignore krny ki bjae is ko behtr bnane ki koshish krni chaheye.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

                  Assalamualaikum dear friend Yeh Baat bilkul thik hai k experience kam hona ki wajah se loss zyada Hota Hi Forex trading ko seekhne ke liye sabse Pehl trading k knowledge or experience ko Samne Rakhna hoga hi phirHi Hum kamyabi husal kar sakte hi iske liye Hame minute bahut zaroori hi Agar Hame market ka Itn andaza nahi hota To Hame Apne senior say kuch seek lena chahiye Taake Dobara Galti Na Ho Aur na Dobara loss Ho thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

                    Loss ki boaht sari wajoohat Hain sirf experience he waja Ni hai kyun ky jab Tak knowledge Ni ho ga tab Tak ap k pas kuch Ni ho ga Han ek traf see agar dekha jae to experience bi ek Bari waja hai k agar experience Ni ho ga to ap ko forex ka kiss qisam ka koi idea Ni ho ga jis ki base par ap is ko join kro aur experience ki kami AP ko loss ki traf le kr ja sakti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

                      Forex mein trading k lye sab se aham chez jo hy wo hy experience aur us k baad hy mehnat yaha pe experience bhi mehnat se hi hasil hota hy es lye fourm join karny k baad apna experience improve karen phir ap tradung pe dehaan dain to hi chance hy k apko profit mily ga agar ap meh nat nhe karo gy to time hi waste ho ga apka
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

                        ji haan sir aapne bilkul thik kaha hai agar bade loos ki wajah experience hoti hai agar jis mein experience na Hoto looks ka Shikhar Hota Hai agar koi experience wala Banda ho to usko loos chances bahut kam hoti hai ISI liye WO Apna loos recover kar sakta hai thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

                          G aap ki yeh thread bht achi hey or myn aap ki iss bat sy bilkul itefaq krun ge k forex trading myn nuqsan ki ahm wajah tajurrrbay ki kami hoty hy. Is myn izafa karty huay myn yh khna chahun gee kay jub forex trading myn nuqsaan ki orbhi kai wajoohat hyn jin myn sy aik yeh hy kay market ko sahi tor py analyse na kar kay trade ko bund na karna. To myra khna yeh ho ga kay hmyn forex trading nihayat hosh mundi or tajurbay kay sath karni chahiye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

                            g bilkul sahi kah rahy hain ap hume forex main jo loss hota hai wo humri khud ki mistakes ki waja se hota hai aur experience ki kami ki waja se hota hai is liye hume chahye k hum phly poori tara experience lay lain tab he trade karain taa k hum profit main jain aur humara account b secure rahy warna without experience hum loss main he jain gay aur account b wash ho sakta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ke aham waja experience ke kami hothi hay

                              Sir aap ki bat belkul theek hai k forex mien jab hum kaam kerty hien tu as mien aa ker jab hamain loss ho jata hai to sas mien aksar hamain as waja say loss hota hai k hamary pass experience na hota hai or as waja say say hum her bar apna loss ker lety jhien mien bee as mien aa ker her bar try kerta hoon k aik acha trader bano or as mien trading karo.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X