Pahlay forex ka knowledge phir learning aur experience phir mehnat aur phir profit?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pahlay forex ka knowledge phir learning aur experience phir mehnat aur phir profit?
    Meri yeh thread tamam new traders k liay hey k jab jab woh forex ko join karen tu pahlay forex ka acha knowledge hasil karen aur phir learning hasil karen aur sath hi demo account pe practice kar k acha experience hasil karen aur jab learning aur experience hasil ho jay tu phir trading start karen aur mehnat aur lagan se kam karen tu zaroor kamyab trader ban saktay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pahlay forex ka knowledge phir learning aur experience phir mehnat aur phir profi

    Knolige experience hasil krna utna hi zeada hamary liya zarori ho jata hy jitna k ham ko is buisness my pesy kamany k liya trade ioen krna hota hy usi trha sy knolige our experience bhot hi acha hasil hona chiya to phr koi bnda is my nakam na hoga jb tak ya sab nai hasil hoga to phr liss to hoga hi
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Re: Pahlay forex ka knowledge phir learning aur experience phir mehnat aur phir profi

      exactly business main successful hony k liye sub se zada zaroori hai hum phly knowledge gain karain k exactly hai kya phr learning karain aur sath experience b lain through demo account py practice se aur jab practice kar lain tab mehnat kar k profit earn karain aur yehe process hota hai business main successful hony k liye .tmam new traders ko chahye k wo ye process follow karain.
      • #4 Collapse

        Re: Pahlay forex ka knowledge phir learning aur experience phir mehnat aur phir profi

        Forex business me trading karny se kesi ko business ko start karny key sath direct kamyabi nahi mil sakti hay sab se pehly traders ko Forex ka good knowledge hasil karna ho ga jes, good knowledge wo ho sakta hay jes se trading business ko asani se samja jaye es key bad trading ki practice karni ho gi ye trading ki techniques learn karny ley zarori hay profit esy steps ko complete karny key bad hi earn kia ja sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Pahlay forex ka knowledge phir learning aur experience phir mehnat aur phir profi

          apki bat bilkul theak ha forex trading mn kamyabi k liay apko sub sa pehlay forex trading k baray mn knowledge gain krna chayay aur phir demo account pa achhi practice sa experience hasil krna chayay agr ap k pass trading knowledge aur experience k sath achhi learning ho gi to ap hmesha forex trading sa achhi earning kr sktay hn
          • #6 Collapse

            Re: Pahlay forex ka knowledge phir learning aur experience phir mehnat aur phir profi

            Asa he hai k forex market mai profit earn krna hai. tou es business ki learning krna hai aur es business ka experience hasil krna hai. jis key bad ap market mai profit earn kr sakty ho. Forex business mai zada knowledge ho gy tou forex market mai earning kr sakty ho. Forex market mai earning srif knowledge ki madad sey he ki jati hai.
            • #7 Collapse

              Re: Pahlay forex ka knowledge phir learning aur experience phir mehnat aur phir profi

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
              Meri yeh thread tamam new traders k liay hey k jab jab woh forex ko join karen tu pahlay forex ka acha knowledge hasil karen aur phir learning hasil karen aur sath hi demo account pe practice kar k acha experience hasil karen aur jab learning aur experience hasil ho jay tu phir trading start karen aur mehnat aur lagan se kam karen tu zaroor kamyab trader ban saktay hen
              traders co Forex trading Mein step-by-step kaam karne chahiye Pehle traders who chahiye ke Forex trading co learn Kare aur achi terhan learning karne ke baad Forex trading Madrid Karke profit banane ka Socha
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Pahlay forex ka knowledge phir learning aur experience phir mehnat aur phir profi

                g han ap ne theek kaha ye baat bilkul theek hai jab tak hmare pass kisi bi kaam ka basic knowledge nahi ho ga hum kabi bi us kaam ko ni kar saken ge agar hum krny ki koshish bi kren ge to us ka bi koi humen benefit ni ho ga kyun ky humen us kaam ki samajh he ni aye ge aur forex ek aisa business hai jis men knowledge k bgher experience ya earning possible nahi hai agar hum forex ka basic knowledge seekh lyn to hum ache trader bnny men easily kamyab ho jaen ge.
                • #9 Collapse

                  Re: Pahlay forex ka knowledge phir learning aur experience phir mehnat aur phir profi

                  G bilkul apnay bilkul drust kaha hai oar main apki bat say mukammal itefaq karti hon ke pehlay forex ka knowledge phir iski learning phir iska experience oar musalsal mehnat hi forex main kamyabi deti hai agar koi bhi in sub chezon ke bgher khud ki kamyabi ke khwab dekhta hai tou woh bilkul ghlt hai oar usay apni soch badlni chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: Pahlay forex ka knowledge phir learning aur experience phir mehnat aur phir profi

                    Ap ka sawal bohat interesting hai q k is ma Forex kay ingredients bheyan keya sab say phaly forex ka ka ilam hona bohat zaroori hai agr ilam hoo ga too ap learning start karin gay jub learning ho rahi ho gi too ap ko experience aa jay ga ar us waja say ap ko profit be aa jay ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Pahlay forex ka knowledge phir learning aur experience phir mehnat aur phir profi

                      Assalamualaikum jawab number koi baat ki hai par sabse Pehle Hame Forex trading ke baare mein information chahiye uske baad Hai Humein Uske baare mein achi knowledge or experience Agar Hamare hardworking Ki Baat Hai Hame accha profit Hasil ho sakta hai
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Re: Pahlay forex ka knowledge phir learning aur experience phir mehnat aur phir profi

                        You Are Right Dear FoRex Main Kaamyaab Honay K LiYe BhoT Zyaada meHNat KaRni paRti Hai or foRex Ko Zyaada se Zyaada tiMe DeNa paRta Hai oR Jab tak ForeX Main Achi tarha market ko Na samjha Jaa Sakay Tab Rak Achi Or ProFitable Trading kaRna kaafi MuShkil hota hai isLiye agar hum Trading main kaamyaab HoNa chaahaty hain To huMen Chaahiye k foRex Main zyaada se Zyaada mEhnat KaRen Or MaRket ko samajhnay ki KoshiSh KaRen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Pahlay forex ka knowledge phir learning aur experience phir mehnat aur phir profi

                          Bohat perfect baat share ki ha ap ney asa he hota ha pehle acha knowledge ap ko khasil karna ha learning karni ha ye sab batain zaroori hain achi trading ky liye aik acha experience gain tabhi hota hay jab achi mehnat ki jati hay achi mehnat kro gay koi profit se nahi rok sakta ha achi mehnat karnay wala success ki taraf he jata ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Pahlay forex ka knowledge phir learning aur experience phir mehnat aur phir profi

                            G bhai jan ap nay theek kaha hai pehly forex kay barye main knowledge hasil karna chiye or forum saay koi achi place nahi hai knowledge hasil karny kay liye or bad main ko chiye kay forex kay mutliq experience hasil karyn is kay liye ap ko demo account ka istamal karna chiye ager ap demo account ko use karyn gye to ap achy trder ban sakty hainor jab ap real main mehnt kar kay trade karyn or ap profit zaror hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Pahlay forex ka knowledge phir learning aur experience phir mehnat aur phir profi

                              G Han knowledge kisi bi kaam men kamyabi k liye ek key ka role play krti hai aur forex men bi aisa he hai kamyab hone k liye ache knowledge ka how zroori hai us k baad practice kr k acha experience gain krna second step hai aie phr mehnat aur lagan see apni successful trading k liye successful planning aur strategy bnana zroori hai aisa kr k he ache earning ko gain Kiya ja sakta hai otherwise hmare liye kamyabi hasil krna bohat mushkil hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X