Trading ma loss kb hota hai....??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading ma loss kb hota hai....??

    Trading mei bhai jaisa K apko pta hai profitable honay K sath sath at the same time risky bhi hai or forex trading mei loss tab hota hai jab ap overconfident ho jatay hain or market analysis karnay ki bajaye ap khud ko over smart Samjhtay hain or bina kisi knowledge K ap khud ko behtar Samjhtay hain or ap ko lagta hai K Jo ap karnay Ka rahay hain wohi thek hai or ap k sath thek hoga, per ap market knowledge nhi rakhtay, market trend ko follow nhi Karty or complete analysis kar k koi strategy banaye bina order laga detay hain to apko loss honay K chances bohat ziyadah barh jatay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading ma loss kb hota hai....??

      ghaan bhai jaan jabham as main greed karte hain tu hmar account los ki tarf hi jaty hai as liy ham ko as main yani forex trading main kabhi hi greed nahi karnny cahiy hai tu hi ham as main loss se bach sakte hain as main ham ko dil se kakarna chahiy hai
      • #18 Collapse

        Re: Trading ma loss kb hota hai....??

        Deer hamshan ap loss us wakt kry jb ap ko expreshons na hon ki wajah sy tarding krna ya froex trading K Bary my knowledge kam hota hai aur parctious nai hoti hai ya phr en sab baton k ilawa ham trading lagany my jazbati ho jaty hain aur galt tea laga dety hain to us wakt hmy loss hota hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Trading ma loss kb hota hai....??

          Dear forex trading mein loss ki kafi sari wajohat hain. New trader ko shoro mein trading mein kafi mushqalat ka samna kerna perta hai.
          New trader mein confidence ki kami hoti hai. Wo ager thora loss ho jaye yo bahut jaldi trade ko close ker deta hsi. Jis ki wajah se us ko loss hota hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X