CONFIDENT hone ke baad bhi darna sahi hai ya galat ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dekhay janab meray khyal main forex main dar ki tou koi baat hi nai hai agar humaray pass experience ho or bhot sari knowlede ho lekin phir bhi jin logo ko fear hota hai forex main unko thora strong honay ki zaroorat hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Asal main forex trading aik risky business hai aur is main her waqt hamain dar rehta hai keh loss na ho jaey so is liye hamain chahiye keh good confidence develop karen first aur us kay baad hi trading start karen ta keh loss ka dar na ho.
      • #33 Collapse

        aslam o alaikum dear g insan ko confident to zrur hona chahye lakin kbhi over confident nhe hona chye kio k is k bad ap kama nhe saktay bas loss e kar saktay han so yaqeen anay k bad b thoray dartay rehna chye ta k ham apna ap na bhulk jaen
         
        • #34 Collapse

          Dear agr hmary pass is business ka acha confidence hoga tu hm is business me kafi achi earning kar sakyn gyn or agr hmary pass is business ka acha confidence ho tu hmen darna hi nahi chahye kyun k jb confidence ho tu hmen is business me dar nahi lagta haa
          • #35 Collapse

            Confidence is very good thing in forex trading business but trades not to be over confidence while trading in real account, because over confidence invite to greed and we can loose all our invested capital due to having greedy, so always control your greed and trade accordingly.
            • #36 Collapse

              mery khayal mein to agar ap k pas jb confidence a jaye phr to ap ko darny ki koi zarorat nhi hy phr to ap bagair kisi fear k kam karna chahiye
              • #37 Collapse

                Confidence is the good way but there is clear that we are get max knowledge and control the emotion.
                Then we are perform the best and good working with the confidence.
                • #38 Collapse

                  jeee jee janaab confident ho na ho darr to hota hee hai kay loss na ho jaye lekin phir bhee meray khyaal mein hamain khud par itna bharosa to hona hee chahiye kay hum khud kay liye sahi faisla kar sakain or loss na ho sakay hamain dill ki sun lain to best hota hai because dil sahi gawaahi deta hai hamesha
                  • #39 Collapse

                    according to my personal i think if you fear in forex trading business it means you have no confident because if you have confidents then you are fear in forex trading business.
                    • #40 Collapse

                      confident ho tu darna kis baat ka and mein forex mein daily trading karta hoon aur daily makret ko analyze kar ky pir trades karta hon yeh acha hai aur aap bi is business mein market ko dekha kary aur mein news trading karta hon aur aap ka is mein greedy sab sy bara enemy hai is sy avoid kary yeh acha hai.
                      • #41 Collapse

                        Hamain sbko yeh bht aachi trha say pta hai k forex aik risky business hai or kisi waqt bh kuch bh kr skta hai islye hm jitny bh experience and expert q na ho jaen yeh darr hmaisha hmary dil main rehta hai k kahin loss ya koe mistake na ho jayr
                        • #42 Collapse

                          Jab banda confidant hota hy to dar nahi rehta balky umeed hoti hy k me ne apni tarf se pori koshish kar li hy, ab meri strategies ka imtihan hy agr ap ne achy analysis k bad trade lagai ho to ap ziada confidant hoty hain or kamyabi ki umeed bhi ziada hoti hy, or dar se bachna chahie kio k dar sahi faisla krny me rukawat ban jata hy or umeed khatm kar deta hy
                          A person who never made a mistake never tried anything new.
                          • #43 Collapse

                            dear agr ap es kam ka bara man jnta hyn to fer drna nhe chyea allah ka name la kr kr do start inshallah kamyb ho jyn ga ap
                            • #44 Collapse

                              Dear sir forex trading aik bohat hi risky business hay, es main loss ka risk to hamesha rehta hay, aor trader main confidence kay bawajood bhee loss ka dar every trade main hota hay.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Confident ka matlab hi yahi he ke ap ko is chez se dar nahi he to is ke bad darne ka kia matlab phir to ap ko confident to na huwa na.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X