CONFIDENT hone ke baad bhi darna sahi hai ya galat ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    agar aap k paas confident ha to aap ko darna nai chahye q k confident hona hi bohat baat hoti ha agar aap k pas dher sara confidence aur knowledge ha to aap easily bohat sari money earn kar saktay ho so just learning kartay jao aur earn kartay jao is tara aap ko bohat faida ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      agr koi kisi kaam ko krny se drta ha to mere khayal se aisa nhi ho skta ha k us shakhs ka confidence develop ho chuka ha. iska matlab ye ha k us mein confidence nhi ha.
      • #48 Collapse

        In the Forex trading if you have a good experience and knowledge toward the forex trading with a combination of good investment also than you should have a good fear also . this is Forex trading is is very risky . With the profit and loss in the Forex trading run side by side . Learning is earning .
        • #49 Collapse

          Agar ap kay pas knowledge bhi hai or experience bhi hai or relax cool mind se Forex mai kaam kiya jaye to darny ki koi bhi zaroorat nhi hoti lekin agar confidence hadd se zyada ho jaye to kabhi kabhar over confidence bhi le doobta hai.. darna to nahi chahiye lekin zaroort se zyada hoshyari bhi ni dikhani chahiye
          • #50 Collapse

            Are bhai agr tum kofidence ho to phir keun drte ho dare bger kam kro or kmate jao yani online earning krte raho or mera ye kehna ha ke is pr dare bger kam kia jai or khul kr kam kia jai
            • #51 Collapse

              dear friend koi b insaan es dunia me perfect ni hai os me koi na koi kami zaror hai jis se wo derta hai but ye jo hamari forex trading ki dunia hai ye tori c alag hai q k yahan pr jb koi b experience banda a jaye or apne bouns ko invest kry to osy bs loss ka dar hota hai k kahin mujy loss na ho jaye bs agr ap business men ho to ap ye bat jldi understand kr skty ho or samj b skty ho k mre kehne ka mtlb kya hai .
              • #52 Collapse

                dear main kay yeh natural hay ya unmain kahin na kahni koi kami hotai hayh jsi ka unai deari hota hay
                • #53 Collapse

                  bhai aik bar agr ap ko trading ka acha experience ho jaye and ap loss and profit kay factors ko achi tarah say samaj lain to phir ye market ap kay laye aik open market ban jati hay aur ap main confidence a jata hay to fear ko avoid kar dena chaye
                  • #54 Collapse

                    mare khyal main confidence hone k bad bi dern sahi ni hai kuin k ager hum derte hi rehay to trade kase krain ge but soach semjh ker trade kerni chahie aur greed and over confidence se avoid kerna chahie.
                    • #55 Collapse

                      I am sayvthatvqe arexfust to join the demo and learning. We are practice on the demo account then our confidence is built up. Our confidence is built up then we are able to under stand the Forex market and we are earn the money in this market.
                      • #56 Collapse

                        aslamo alaikum bai jaan
                        bai ji confident hone k baad nahi dena chahie,balke kabi bi derna nahi chahie,darr k beghair trade kerni chahie,jis ka ap ko buht hi ziada faida ho ga.
                        • #57 Collapse

                          agar apko trading ki achi knowledge or experience hey or pir b ap dadrtey hein to yeh apka apna he nuksan hey q k forex trading aik asa kma hey jiis mein apko fear free kam karna ho ga or risk lover banna parhy ga.
                          • #58 Collapse

                            Agar aapne ne achi treh forex ko seekha hua hay phr to obviously har hal men ap confident hnge or dar bhi nahi lge ga is liye ye bhool jain kay drna chaheye or darna achi cheez hy eisa ni hy bilkul bhi.
                            • #59 Collapse

                              میرے خیال میں ہم پر اعتماد ہونا چاہئے اور تمام توجہ کے ساتھ ٹھیک ہو جائے گا اور اس کے تمام ہم بہت اچھا ہو جائے گا اور تمام توجہ کے ساتھ ٹھیک ہو جائے گا کے عمل اور تمام اچھی مرضی اور محنت کی ضرورت ہے اور تمام عمل اور تمام اچھی مرضی اور خود ضرورت کنٹرول واقعی بہت اچھے ہیں.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: daniya143 پيغام ديکھيے
                                bhai meine bhauat sare traders dekhe hain jinko apne upar full confidence hota hai kyunki unke pass knowedge aur experince bhaut accha hota hai magar still unko bhauat darr lagta hai forex mein kya yeh natural hai ya unmein kahin na kahin koi kami hoti hai jiska unhe darr hota hai bhai aapko kya lagta hai please apni opinion share karein yahan zaroor bhai.
                                Main is baat se bilkul agree krta hu k forex trading main kuch logon ko apne pe bht confidence hota hai un k paas bht skills bhi hoti hain or experience bhi lekin wo phir bhi darte hain,,I think forex main profit bhi hota hai or sath e sath loss ka bhi chance rehta hai,,because kbhi ye bhi hota ha k ap mehnat se bhi kam krte hain lekin luck ap ka sath nae deti...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X