CONFIDENT hone ke baad bhi darna sahi hai ya galat ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    CONFIDENT hone ke baad bhi darna sahi hai ya galat ???
    bhai meine bhauat sare traders dekhe hain jinko apne upar full confidence hota hai kyunki unke pass knowedge aur experince bhaut accha hota hai magar still unko bhauat darr lagta hai forex mein kya yeh natural hai ya unmein kahin na kahin koi kami hoti hai jiska unhe darr hota hai bhai aapko kya lagta hai please apni opinion share karein yahan zaroor bhai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    I think we should be confident and all will be fine with focus and all need the process and all the good will and hard work we will be very good and all will be fine with focus and all need the process and all the good will and self control are very good indeed.
    :cool:
    • #3 Collapse

      dear members mere khayal mein aghar ap koi kam pury confidence se karte hai to [phir darna nahi chahiye q ke fear apke confidence level ko khatam karta hai or apko confuse kar deta hai
      • #4 Collapse

        mera ye manna hai k hum ko darna nahi chahye bus khud he kam akrna chahye k hum yekam ko seekhay aur kare bina samjhay aga hum ye karty hain to hum ko loss he ho ga aur hum kam nahi kar sake gay.
        • #5 Collapse

          dear friend main samjta hoon ager app ke pass forex ki achi knowledge or experience hai to phir app pori confidence se trading kersakhte hain ager achi knowlwge or experience ke bawajood app trading se darte ho to app main kahin na kahian koi kami hai app appne knowledge ko analysis karo
          • #6 Collapse

            Waisay is kaam mai jitni ziada ehtiyaat ki jai km hai chahiya tu yah k darain nai but ehtyaat karain
            • #7 Collapse

              yes bhai jan forex main buhat achy professional traders bhi hain jo daily buhat achi trade krty hain or aik acha profit earn krty hain lekin kuch log aisy bhi hain jin main confidence ki kami hoti hain wo kafi din se earn kr rahy hoty hain pr phir bhi darrty hain waja hai k in ka koi plan nahi hota
              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
              • #8 Collapse

                ji haan ye biku galat ho ga ke hamain confidence b ho and phr b hm daray hamain chiay hum forex mai kabi b daar k kam na karian isehamain loss ho sta hy haman forex maiaa achi tarah soch smj k kam krna chiay
                • #9 Collapse

                  all the good will and hard work we will be very good and all will be fine with focus and all need the process and all the good will and self control are very good indeed.ager app ke pass forex ki achi knowledge or experience hai to phir app pori confidence se trading kersakhte hain ager achi knowlwge or experience ke bawajood app trading se darte ho.
                  • #10 Collapse

                    hmmm galat hai ager ap ke pas confedence hai to phr darna kesa isi liye humey confedence ko chorna nahi chaye or agey bharty rhena chaye or mhenat k sath.
                    • #11 Collapse

                      good ppint ..... confidence is something which matters alot in every field of light ..... soo confidence agar hamary andar hay to hamay ni darna chahye blkay confident ho k kam akrna chahye and agar loss b ho to us say lesson hasil akrna chahye
                      • #12 Collapse

                        ji nahi aapko fore xme darna hi galat bat hai yahi man kar fore xmetrad karana hota hai agar aapko forex me trd karke dar lahgata hai to apako kabhi profit nahi milta hai i sliye aapkokabhi trad ke bad darana hi nahi hai aur aapko jab confidante hai to fir darne ka koi wajah hi nahi banti hai t aap kyu darte hai yaha par
                        • #13 Collapse

                          acha sawal hai bhai par bhai mare kheyal main to agar ap confident ho about your work to ap ko darna nai chaiye q k mare kheyal main darr ap k confident level ko kam kar daiti hai aaur ap ko loss bhi ho sakta hai q k ap ka focus nai ho ga
                          • #14 Collapse

                            dear forex ko itna seekha jaey ky bndy k andar ye confidence peda ho jay k bnda khud ko achi trading ky qable smjhny lg jey magar forex men overconfidence hona bohat khatarna ky confident logo ko nai drna chahy or overconfident logo ko zaror drna chahey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              sir phr ma yahi kha sakta ho kay galat ha agar apko apnay ap pr confidence ha kay ma ya kam kr sakta ho phr darnay ki zarorat bhi nai ha qk agar ham dray gay to hamara kam bhi sahi nai ho sakta ha or forex kuch asa hi ha hamay yaha condence hona kay bad bhi hamay nai krna chahiye tab hi hamay profit ho sakta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X