Mujhay lagta hai ke forex trading main H4 ki bhot zyada ehmiat hai h4 ko dekh kar hum market ka decide kar saktay hain ke yeah kahan jaa sakti hai baday baday traders h4 ka istemal karta hain h4 time frame main support oar resistence ko wazeh tor par dekh saktay hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим