H4 mein trading kysi rhti hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    H4 mein trading kysi rhti hy
    Mujhay lagta hai ke forex trading main H4 ki bhot zyada ehmiat hai h4 ko dekh kar hum market ka decide kar saktay hain ke yeah kahan jaa sakti hai baday baday traders h4 ka istemal karta hain h4 time frame main support oar resistence ko wazeh tor par dekh saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: H4 mein trading kysi rhti hy

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sarahnawaz پيغام ديکھيے
    Mujhay lagta hai ke forex trading main H4 ki bhot zyada ehmiat hai h4 ko dekh kar hum market ka decide kar saktay hain ke yeah kahan jaa sakti hai baday baday traders h4 ka istemal karta hain h4 time frame main support oar resistence ko wazeh tor par dekh saktay hain
    H4 ke trading kafi zabardast rehti hain basharte kay aap ka analysis achy hon aur aapko pata ho kay analysis kis tarha karney hain. Aur jab analysis kar lety hain to us kay baad aap nay aik achi management say trades ko manage karna hota hai tab ja kar aap ko h4 ke trading faida deti hai.
    • #3 Collapse

      Re: H4 mein trading kysi rhti hy

      G H4 ki trading achi hoti hai but it depends upon or analysis agr hmara analysis acha hoga to hmari trade achi jaye gi jis time frame ma bhi kren
      Dear me M15 or M30 ma trading krta hon because H1 and H4 chart ma small candles ka pata nahe chalta hai but M30 ma short term trade kr k bht achi earning kr leta hon analysis bhi achi trha ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: H4 mein trading kysi rhti hy

        Dear h4 time frame trading k leay boht best Hy koin k last khuch din phely maen forex k related sik article parh Raha tha to us maen likhain that k Banks intraday trading k leay h4 time he use kerty haen to it's mean usmaen hski support and resistance ko follow Kia jata hoo ga to pher hum us maen trade ker k un k sath trade maen beith k acha profit lay sagty haen humean Ys maen bus mehnat kerna hoo ge our long term analysis daily our weekly maen ker k trade h4 maen kerna hoo gee our in Sha Allah acha profit hoo ga
        • #5 Collapse

          Re: H4 mein trading kysi rhti hy

          G bhai apnay theek kaha hai, H$ mai trading behtar rehti hai liken h4 say bhi behtar d1 mai rehti hai q k ye sub jo hai wo time frame hai or behtar time frame wo hai jo long time ki analysis apko batai or D1 ki analysis ko apko h4 say behtar time baati hai, baqi h4 mai short term analysis ziada behtar rehti hai hai ager apko short term trade krni hpoto H4 use kare result acha aiga
          • #6 Collapse

            Re: H4 mein trading kysi rhti hy

            mn ap ki bat sy mukmal itefaaq kartaa hou ic ki sb sy bdi wajah yeh hy kay mei khud forex mei ic kou bht ehmiyaat detaa hou aur icee par trading kartaa hou apni ziadaa tar - forex kou smjhnaa bht mshkil hy lakin yeh thoraa apkou aur wazzeh kar deti hy jese jese ap bdaa timeframe kholty jaty hotay hei apkou yeh wazeh htaa jata hy kay merket ne kahaan jana hy
            • #7 Collapse

              Re: H4 mein trading kysi rhti hy

              market ki achi analyzing key ley batter time frame ki selection zarori hay traders trading ki techniques aur trading types key mutabeq time frame ki selection ko zarori samjty hey, H4 time frame ki agar bat ki jaye to day trading key ley H4 time frame me hi market ki achi analyzing ho sakti hay.
              • #8 Collapse

                Re: H4 mein trading kysi rhti hy

                G, H4 ki buying and selling achi hoti hai but it depends upon or analysis agr hmara analysis acha hoga to hmari trade achi jaye gi jis time frame ma bhi kren
                pricey me M15 or,M30 ma buying and selling karta hon due to the fact H1 and H4 chart ma small candles ka pata nahi chalta hai but M30 ma quick term trade kr okay bht achi incomes kr leta hon analysis bhi achi trha ho jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: H4 mein trading kysi rhti hy

                  Bhai Jaan ShoRt tiMe Trading K Liye H4 BhoT Best ReHta Hai....or is Se Kaafi Achay analysis kiYe jaa saktay Hain oR Kaafi Achi trade Bhi lagaai Jaa Sakti Hai oR ProFit Bji Bari Achi Amount Main Kamaaya Jaa Sakt Hai...isLiYe huMeN ChaahiYe K h4 ko Koi Bhi Trade Lagaanay se peHLay Laazmi Use kiya jaaEy Taaksy maRket k BaRay Main AaSani se Samjha Jaa Saky...
                  • #10 Collapse

                    Re: H4 mein trading kysi rhti hy

                    Dear hmy sirf H4 ko he nhi dekhna chiy hmy markeet ko M30 ,H1,H4,D1,W1 sab ko folow krain gy to he ham markeet ky achy analyises nikal sakty hai ku ky shorrt term main ke gai analiyses app ko acha profit nhi day sakti ho sakta hai ky app ko loss jo jay ham ny markeet ka pora trend dekhna hota hai ky markeet kia kar rahi hai our markeet ka trend kia hai usi hsab sy trade krain gy to hmary liy acha ho ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: H4 mein trading kysi rhti hy

                      h4 aik time frame hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura karty hain forex mai agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X