What are the risks of Forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1696 Collapse

    Forex trading main agar ap sahee sahee annaylsis kr k koi bi currency ya metal buy ya sell krty ho to apko tension ni honi chahiy blky apko profit zarooe mily ga bad aik bat lazmi hy k ap forex trading ko pehly seekh k hi buy ta sell kro market main
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1697 Collapse

      Forex trading kafi had tak bohot he risky business hai aur ager iss mai sahi learning kar kay aur achi trading skills develop kiye baghir kam kiya jiye tu iss mai risk aur b barh jata ha . risk ko kam karnay ke liye traders ko disciplined trading karne chaiye.
       
      • #1698 Collapse

        Aslam o alikoum dear friends daikhain her kam main risks hoty hain aur forex trading main bhee risk hota hain jhan per nafa nukhsan hota hain wahan per profit bhee hota hai ess ess laiy hardwork zarori ha.........
         
        • #1699 Collapse

          forex trading ma risk ki ratio kamm ho jati hai jabb app k pass forex trading ma experince aa jaiye tabb he app achay trader bnn sakte hai or risk ki ratio tabb he kamm ho sakti hai jabb app hard work kery or experince hassil kery yahi best way hai risk sa bechnay k liye..
          • #1700 Collapse

            forex trading main risk ko agar hum manage kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmai jald bazi na karen kyun keh jald bazi ki waja say market main loss he hota hay aur humay safe trading karnay kay liey esmain mehnat karni chahiey
            • #1701 Collapse

              forex trading main risk kam say kam lena chahiey kyun agar hum kam risk lain gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay experince ko mady nazar rakhty huway trading main risk lena chehiye tab humari trading safe hoti hay aur hum esmain kamyab ho sakty hay
              • #1702 Collapse

                agar hum esmain risk kam say kam rakh kar trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain ziada earn karnay kay chakar main lalach na karen kyun kyun keh lalach kay chakar main hum earning karnya ki bijey market main apna loss kar lety hay
                • #1703 Collapse

                  agar hum kam risk lay kar trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain ziada risk nahi lena chahiey agar hum kam risk main trading karen gay to hum market main safe trading ko mumkin kar sakty hay ye aik bohat acha businenss hay
                  • #1704 Collapse

                    humain is main risk to lyna hii hota hay kun kay kay risk lay kar kam karty hain to hi kuc haisl karty hain humain is main hard work kar kay achy say kam karna ho ga ta kay market ko use karny main asni ho sakay is main practice karty hain to trade karna kafi asn ho ta hay jis say market main kam karna humary liye kafi profit b hasdil ho sakta hay
                    • #1705 Collapse

                      agar hum esmain kam say kam risk lay kar trading karen gay to he humari trading achi ho sakti hay humay chahiey keh esmain sabar kay sath kam karen kyun keh jald bazi aur lalach main loss kar sakty hay ye aik bohat acha business hay esmain seekh kar he kam karna chahiey
                      • #1706 Collapse

                        forex men risk bahut khtarnak hota hay agar ham apny risk ko proper trekhy say samjh lety hain to ham forex men asani say trading kar sakty hain jab ham trading k ksi b pair ko select karty hain to tab hamen har pair ki movement ka malom hona lazmi hota hay tab ham ye soch k trade open karen jis pair men hamara risk bahut hi kam ho is trah say ham kam risk lekar profit ean kar sakty hain
                        • #1707 Collapse

                          agar hum risk factor ko kam rakh kar trading karna chahty ahy to humay chahiey keh esmain ziada say ziada learning karen kyun keh learning karnay mia he market main kamyab earning gain kar sakty hay humay chahiey esmain sahi say focus karen kyun keh focus karnay main he faida hota hay
                          • #1708 Collapse

                            koi bhe busines us wqt tak bussiness nh khlata jb tak k us men risk shamil na ho.to hmen risk sy bachny kaily kisi bhe karobar ko ache trah smjh lena chaye tak hamen us k nafa aor nuqsan maloom ho.aor forex men to seekna zroori hy q k seekhny k bgair krna loss k illawa aor kuch nh.islye phly isko smjen aor bad men is sy faida uhtaen.
                            • #1709 Collapse

                              Forex trading mein agar apnny bohat axhi treade lagae pher preshan na hun aap axha sabaq milay ga apko r iss mein sab se bara risk ye hota hai jab market up mein ja rahi ho aap ko up down hotey pata parey kuch to pher aessy hota sabb ..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1710 Collapse

                                yes sar forex ek bahut hi risky busniess hay jis men hamen risk lena parta hay is men chahy hamen loss ho ya profit but hamen risk to zror lena hota hay agar ham kuch hasel karna chahty hain ro aur ham forex ko pehly samjhen us k bad risk len ye hamara sab say pehla option hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X