Currency k rate gold pay depend karty hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency k rate gold pay depend karty hai?
    Dear members mainay suna hai or yaqeenan apnay bhi sona huga k currency k rate jo hai wo gold pay depend karty hai k jis country k pas jitna gold huga wo utnay hi note issue kar sakta hai q k actual trading currency ki nahi bul k gold ki hi hoti hai, gold k baghair currency just ek paper hai, to mai apsay ye pochna chahta hu k Pakistan k pass itna sara gold hai or us k pass itna gold nahi hai to kia waja hai k Pakistani rupees $ k muqably mai itnat weak hai, hamare pas gold oil silver sub hai phir bhi hamari currency US $ say bhut weak hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currency k rate gold pay depend karty hai?

    Pehli baat to yeh hay k bilkul sahi bataya ap nay k gold pr corrency ka depend hota hay laikin sath sath muashiat pr bhi bahut depend hota hy or baramdaat pr bhi country mein gold ka hona country ki beter muashiat ka zamin hota hay.
    • #3 Collapse

      Re: Currency k rate gold pay depend karty hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Edden5 پيغام ديکھيے
      Dear members mainay suna hai or yaqeenan apnay bhi sona huga k currency k rate jo hai wo gold pay depend karty hai k jis country k pas jitna gold huga wo utnay hi note issue kar sakta hai q k actual trading currency ki nahi bul k gold ki hi hoti hai, gold k baghair currency just ek paper hai, to mai apsay ye pochna chahta hu k Pakistan k pass itna sara gold hai or us k pass itna gold nahi hai to kia waja hai k Pakistani rupees $ k muqably mai itnat weak hai, hamare pas gold oil silver sub hai phir bhi hamari currency US $ say bhut weak hai?
      US dollar Pro interactive gold mein bahut jyada Hota Hai Jab Bhi hold down the colour of jata hai aur Jabra US dollar down jata hai to bol deta hai yeh Dono Ek Doosre Se Karte Hain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Currency k rate gold pay depend karty hai?

        G han bhai ap thek kah rahay hain, kisi bi country ki currency gold par depend karti hay aur us country main jetna gold hoga us ki currency bi etni strong hogi, but yah gold k sath sath aur bi bahut sari chezo jesa k economics conditions par bi depend karti hay yahi waja hay kah pakistan ki currency weak aur usd bahut strong hay.
        • #5 Collapse

          Re: Currency k rate gold pay depend karty hai?

          BiLkUL Sahii Kahaa Hai Aap Ne dear....CuRreNcy ka dePeNd GoLd py Bhi Hota Hai LeKin GoLd k iLaawa Bhi Kai Anaasir Hain Jo CuRreNcy Py Asar Andaz HoTay Hain....agR SiRf GoLd ki Baat HoTi To Pakistan Ki CuRreNcy Bhi ToPrated CuRrenCies Main HoTi LeKin Aysa Nahi hai Q k CuRreNcies Ki VaLuE Or Bhi Kai AnaasiR Py DePeNd KaRti Hai jEday impRt ExpOrts...or Industry VaGera...
          • #6 Collapse

            Re: Currency k rate gold pay depend karty hai?

            Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi information shear ki hai dear apny bilkul sahi suna hai kesi bhi mulak ki currency us k gold k rate pe depend karti hai or almi mandi me gold k rate ek jesy he hoty han jab koi mulak amli mandi sy gold buy karta hai fr bad me apny mulak me apni awam k lye gold ki rate me ezafa karty han
            • #7 Collapse

              Re: Currency k rate gold pay depend karty hai?

              G brother main ap say agree karta hn har country k currancy ka rate us k gold par depand karta ha main nay ak state bank k employee say suna tha keh pakistan ho ya koi ar country jis k pass jina gold ho ga wo utnay he note issue kar saky ga but pakistan ki currancy bht week ha ar day by day week hoti ja rahi ha us ki reason ak ye bhi ha pakistan k zar e mubadla day by day kam hoty ja rahy hain agar ksi country k pass dollars kam rh jainy gay ya kuch log smugle kar k dollar dosry countries bhj dety hain jis ki waja say dollar ki price main azafa hoa jata ha
              • #8 Collapse

                Re: Currency k rate gold pay depend karty hai?

                Dear brother main aapki baat se agree nahi krta kisi bhi country ki currency gold pe depend nahi krti balkeh uski economy pe depend krti hai jis country ki economy achi hogi uski currency strong hogi,main aapko yeh bhi bta don gold ki bhi trading hoti hai aur currency ki bhi trading hoti hai hr country ki currency ki value hoti hai mtlb currency ki sell ya buy ki aik price hoti hai jo up aur down hoti rehti hai woh us country ki economy pe depend krti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Currency k rate gold pay depend karty hai?

                  Brother forex trading main gold per trading ko like kia jata hey iski move ki wajhan se. Jahan tak baat hey gold key comparision ki currency key sath to gold ki movement sir dollar index key sath depend kerti hey baki currencies ka forex trading main gold se koi taluq nhen hey han yeh ho sekta hey jin country main gold ki production ziada hey unki currency ki strength is se motasir ho jaisy Australia.
                  • #10 Collapse

                    Re: Currency k rate gold pay depend karty hai?

                    currency ka rate gold py depend karta hain hamy ache learning hasial kar ky gold mai trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Currency k rate gold pay depend karty hai?

                      forex mai hum gold mai trading karty hain yai aik ache or taz move karny wali currency hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hamy weekly target bana kar kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Currency k rate gold pay depend karty hai?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Edden5 پيغام ديکھيے
                        Dear members mainay suna hai or yaqeenan apnay bhi sona huga k currency k rate jo hai wo gold pay depend karty hai k jis country k pas jitna gold huga wo utnay hi note issue kar sakta hai q k actual trading currency ki nahi bul k gold ki hi hoti hai, gold k baghair currency just ek paper hai, to mai apsay ye pochna chahta hu k Pakistan k pass itna sara gold hai or us k pass itna gold nahi hai to kia waja hai k Pakistani rupees $ k muqably mai itnat weak hai, hamare pas gold oil silver sub hai phir bhi hamari currency US $ say bhut weak hai?
                        Sona to hai lekin corancy nh banaty
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Currency k rate gold pay depend karty hai?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: cTudenT پيغام ديکھيے
                          currency ka rate gold py depend karta hain hamy ache learning hasial kar ky gold mai trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain
                          Han bilkul
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Currency k rate gold pay depend karty hai?

                            Forum members meray khyal main aisa bilkul nahi hai gold and crency alag pair hain gold usd dollars k sath hai dollars up gold opposite hain lakin crency main 2 country ka pair hota hai agar 1 country ka 1st pair down hai to 2sra auto buy ho ga 1 hi country ka 1st main pair bhi hain 2nd main bhi wo kise or pair k sath hai jesay GBP/JPY, EUR/GBP es trah har pair k sath hai en ka golad ki sath moment kam hoti hai agar usd kise pair k sath hai to wo USD ki weekness ki waja say buy sell jati hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Currency k rate gold pay depend karty hai?

                              forex ma hamy gold mai kam karnyky liye expert banna chahey oy hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy or forex mai currency ky rate gold py depend karty hain forex mai agar hum tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik world wide or legal business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X