Dear members mainay suna hai or yaqeenan apnay bhi sona huga k currency k rate jo hai wo gold pay depend karty hai k jis country k pas jitna gold huga wo utnay hi note issue kar sakta hai q k actual trading currency ki nahi bul k gold ki hi hoti hai, gold k baghair currency just ek paper hai, to mai apsay ye pochna chahta hu k Pakistan k pass itna sara gold hai or us k pass itna gold nahi hai to kia waja hai k Pakistani rupees $ k muqably mai itnat weak hai, hamare pas gold oil silver sub hai phir bhi hamari currency US $ say bhut weak hai?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим