Take profit or stop loss, which one you choose

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    job ma in dono ku use karna cyhaya q k her time loss ni hota balke loss bad ma isaan ku sabalna ki taket data hy jo ka bad ma fidamand hota hy zindagi ma loss ka sth job ya parofain ku ni rokna chaya balke is ma islahat kar ka fida ki tarf jana chaya sab ku
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Me jab bhi trade lagata hoto me apni trade ko lagany k baad un me stop loss or take profit zaror lagata hon qk agar me computer per nai betha hota to in ki wajha se mujhy ziada loss bhhi nai hota or jo profit hota he to wo bhi khud hi jama ho jata he
      • #33 Collapse

        yar hame dono hi choose karne chahie kun ke dono se hi hame faeda ho sakta hai or is se hamara profit or loss safe ho jata ahi
        • #34 Collapse

          take profit ko achieved kerney ke liye apko yahan per kam main best hona chahiye us ke bad hi apko yahan per kam main earning zada se zada milti hai.
          • #35 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: 8SSSA پيغام ديکھيے
            ye to intihai ghalat hain mary nazdeeq kun ka lose sday hi to hum kuch seektay hain ye i nahi ka har waqt lose hi kiya jae
            Maraykhayal main to dost in main say stop loss he best ha is leya kay is sayham apney trading main apna loss kam kar saktay hain or apney mazeed trading ko jarey rakh saktay hain agar ya na lagaya ho to ham apna account kho dain
            • #36 Collapse

              Very nice thread i like it but because i'm new here i dont know the answer this increase my knowledge and i appreciate this i seek many thing from this thread but as concern to answer of this thread i am not able to give clear answer until i seek this completely.But this forum is good i like this .
              • #37 Collapse

                boht brother sirf aik se kam nahi chalta hay hamain boht ko use karna parta hay kyn ke is se hi hamari trade poori tarhan se secure hoti hay aur agar loss bhi hota hay to sirf limit main hi hota hay ziyada nahi hota.
                • #38 Collapse

                  may kerne k liye dono use kerta hn take profit aur stop loss dono. dono bohat he kam ki cheezain hain agar ap ko in ka use ata hai to lakin sirf use ana he bari bat nahe time per use kerna ana chahye tub maza aye ga. mera sub ko mashwara hai k woh stop loss aur take profit zarur lagaya karain baray kam ki cheez hai
                  • #39 Collapse

                    bhai loss ho ga to woh b ap k liye experience hai apni hope ko khatam na kero lage raho ek time aisa ayga k ap loss kam karo gay or profit zada
                    • #40 Collapse

                      ye aik bohat acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un ke liye bohat acha hy aur ap ka thread bi boht acha
                      he mujh ko es mein sekhny ke liye bohat kuch mila he aur mein isko bohat zyada like krta hon lekin jahan tak ap ke
                      thread ke jawab ka taluq he to main abhi new hon mujh ko sahi tarah se pata nahi he islye abhi main sirf study kar raha hon thanks...
                      • #41 Collapse

                        take profit or stop loss dono he bohat important ha hamy ya dono he use karny chaheya trading mi ku k stop loss sy hamy zayada loss ni hota ha or hamara account b wash ni hota ha or tp profit use karny sy ham apna proift earn jab kar lyty ha to order auto closs ho jata ha chahy ham online ho ya na.
                        • #42 Collapse

                          take kerna chaye to sub sy phely humy loss ko stop kerna hoga .humy greed emmotion ko control kerna hoga aur apni knowledge ko use kerna hoga jald bazi sy kam nhi kerna cheye loss ko tub hi stop ker skhty hy.to hum mhynat ker ky take profit ker skhty hy
                          • #43 Collapse

                            ASSLAM O ALIKUM dosto jaha tk main ap ko mashwra du ga wo ye h k ap stop loss p kaam karen bcz is p loss k percentage bht kam ho jaty h r ap k aik safe side bn jati h
                            • #44 Collapse

                              I choose to take profits but on the basis that my position is still possible to reach take profit and when the position I was floating and I decided to cutloss that's it, trying not to be greedy, and when I was still curious to market entry, I use demo account . .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dost yeh donon cheezain hum sab k liay buhat faiday mund hai log ziada tar khaali stop loss lagatay hain lekin ghalat kartay hain donon cheezain par limitation honi chahiay take profit se bhe aap ko buhat faida hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X