Take profit or stop loss, which one you choose

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    ma tu in dono ko hi like akrta hn kion k ye dono hi buhat hi zyada amal k hn is liay ma in dono ko hi like akrat hn or y e dono buhat hi zyada best han or ma in k sath buhat hi acha kam akr rah hn or ye buhat hi achay hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Mein apni trading mein ziada tool take profit ka use kerta hun meri her trade mein take profit must hota hai or mein stop loss ko kam hi use kerta hun jab mein high risk lo trading mein tab hi use keta hun is ko.
      • #48 Collapse

        take profit it mean ke profit hasil karna aur stop loss se ke ap ka jb market down hu to ap ke order auto pa close hu jaye
        • #49 Collapse

          Thank you very much for your nice post. I fully agree with you. A trader should have to trade with patient. Firstly he need to set his goal and then he have to work for achieve his goal.
          • #50 Collapse

            Is may profit ka sath lose bi app ka liye faida hi hoga qu ka app is ki waja sa kuch naya seektay hain jo app kay kam ata hain
            • #51 Collapse

              always use stop lose first stop lose se ap log apne ap ko zada nuksan se baca sakte han or without stop lose trading zada tar new trader karte han me ap ko ye he bolo ga ke ap logo ko trading stop lose ke sath karni chahye.stop lose and small lot hamesha use karna chahye.
              Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
              • #52 Collapse

                Ma forex trading main take profit or stop loss dono ko use karta hon ta ky mujy forex trading main loss bi na ho or main profit bi earn kar sakon .forex trading business main ham bohat sa tools ko use kar sakty hen or forex trading main kamyab ho sakty hen .
                • #53 Collapse

                  take profit aur lose ka mje pta nhe ha kyn k mje bohat pasnd ha forex me rehna forex se acha busines kahn nhe ha aur me nhe smjhta k is se acha business kahin aur hoga
                   
                  • #54 Collapse

                    stop loss best hy profit ko to ap apni marzi say kisi bi time close kar sakte hain likn loss ziyada ho jae to ap soch main rehte hain ky kab kam ho ga or main close karo ga so likhn aksar loss ziyada sy ziyada hi hota chala jata hy or hum trad close karne ki condition main bi nahi rehte.
                    • #55 Collapse

                      mery khiyal may successful vo insan hota hay jis k pass forex trading karney ka tarika hota ha or jis k pass learning zada sy zada hoti hay vo insan forex trading may zada sy zada kamyab insan hota hay or forrex trading ko karney k liya experince ki b bhot zarorat hoti hay ik shaks ko kamyab honay k liya ya dono cheez hana bhot zarori ha
                       
                      • #56 Collapse

                        my dear friends ,successful trader wo hota ha jo zayda mehnat karta ha, or zada experience rakhta ho,or un k pas zayda knowlledge ho,ta k wo har customer ko satisfy kar sagy or marketing k rules and regulation ko follow kary ,to un ko ham successful trader kah sagty hn
                         
                        • #57 Collapse

                          ye technique pe depend krta hai ke kis trade pe take profit lagana hai aur kis trade pe stop loss lagan hai is mein mehnat se kaam krna parta hai is mein buht mehnat hai mere bhai aur egar experience gain kiya jae to buht earning ho skti hai is mein
                          • #58 Collapse

                            Mera experience to ye ha kisi chez ko samaj k us ma kaam krna chaiye to ap ko better result miltay hain kch log loss k fear se sad ho jaty hain aisy nahi hona chaiye balkay is se sekhna chaiye aur apny daily k targets set kr k js k tehat kaam krna chaiye ha to acha profit hota ha
                            • #59 Collapse

                              kiya aap bata skate hi ka Forex main quick earning kaisy milti hain full time trading kar ka ya ek acha entree point ko find out kar ka? aap sab apnai opinion mujhe a share Karin
                              Thanks jab ap k pass kafi acha balance backup or kafi acha forex knowledge ho to ap forex mein work kar k kafi achi quick earning start kar sakty ho is lye acha hard work or experience he ap ko easy success dila sakta ha
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                quick loss zaroor hojata hai ager aise thinking ka banda is mein aye to aisa hota hai, forex mein sab kuch aram se kerein pehle learning then earning. ap ko forex main quick earning tab milti hai jab ap is main knowledge k sath demo account par practice k zrey is main experience hasil karty hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X