Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???
    Dear forex ek bahut he profit able business hai lakin sirf tab jab ap ise proper learning experience se karte hain to is main apko bahut hard work ki zarort hoti hai kam se kam 1 year tak demo main practis karen us k bad real investment karen jitna ho sake learn karen qk bina learning k ap kabi kamyab nahi ho sakte
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

    Bro apnay theek bataya hai, forex mai loss ki waja different factor hai sirf knowledge nahi hai, jese kuch logo ki knowledge to bhut hoti hai liken unhi ki planning bilkul nahi hoti or planning or strategy na hune ki waja say wo log apna loss karatay hai, same way kuch logo k pas knowledge to bhut hoti hai like is k sath sath un mai greed bhi bhut hoti hai or greed ki waja say wo bari abri lot size select kr k trading karty hai jiski waja say unko loss bhut hota hai, to isi tarah hum sirf ye nahi keh saktay k forex mai loss lack of knowledge ki waja say hota hai, loss bhi kahi factors pay depend karta hai jiski waja say knowledge nahi bul k different fators hote hai,
    • #3 Collapse

      Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

      Dear members Assalam o alaikum.
      Dear brother forex trading aik bht waseeh aur bht bary experience wala bussiness ha is main mera yeh khial ha keh kafi wajoohat hoti ha experience hony k bawajood bhi log loss kr rahy hoty hain aur main yeh smjhta hn keh yeh logon ki jald bazi aur lalach hota ha is lia is pa control bht ahm aur zaroori ha. Thanks
      • #4 Collapse

        Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

        Forex trading men loss ki bahut c wajoohat hen jin men learning aur knowledge ka nah hona aur demo account pe achi practice nah karna aur jald bazi se kam lena aur bagher sochay samjhay bari bari trade laga dena aur ziyada profit ka lalach karna inn wajoohat pe loss hota hey
        • #5 Collapse

          Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

          G forex trading ma loss ki main wajha hmari knowledge ma kami hai because jb hm without proper knowledge and experience trading krty hain to loss hi hota hai esi liye pehly demo account ma 4 months practice kren phr real account ma trading start kren es se loss k chances km hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

            Aslamualaikum bilkul yehi baat hy forex main kamyaabhi k lie first of all learning bht hi zaroori hy learning k bagair app kabhi bhi forex main kaamyab ni ho saktay is lie zaroori hy k app pehle proper is kaam ko seekhain or proper is ki practice krain or phir acha experience ker k phir forex start krain to hi app succesfull trader bnain gay
            TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
            Please visit my trading journal from here
            • #7 Collapse

              Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

              Dear friend forex trading me knowledge aur experience bahut important h is k bager hum work nahen kar sakte aksar log bager knowledge k tukky lgate hn aur nuqsan uthate hn ager loss se buchna h to pehle apni learning pe twajo den is se knowledge bhe hota aur bahut baten sekh bhe jata h aur aik kamiyab trader bun sakta h
              • #8 Collapse

                Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

                Bhai jaan Forex Main loss Ki Kaafi Saari ResoNs hain...forex Main Loss oveRconfiDeNce ki Waja se ExpErience HotaY Huay Bhi Ho Jaata Hai...is K iLaaWa ExpEriEnce Na hona Bhi bhot Hii BaRi reason Hai Loss HoNay Ki...iske ilaawa expEriEnce HoTay Huay Bhi agar Achi TaRha marKet Py FoCuS Na Kiya jaaEy To Loss ho Sakta Hai isLiye HuMen ChaahiYe k MaRket Ko achi taRha se ObSerVe kaRnay K Baad Hii Trade LaGaai JaaEy...
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

                  Bro apnay theek bataya hai, foreign exchange mai loss ki waja distinct element hai sirf expertise nahi hai, jese kuch logo ki understanding to bhut hoti hai liken unhi ki planning bilkul nahi hoti or making plans or approach na hone ki waja say wo log apna loss karatay hai, equal way kuch brand k pas understanding to bhut hoti hai like is k sath sath un mai greed bhi bhut hoti hai or greed ki waja say wo bari abri lot length pick out kr ok buying and selling karty hai jiski waja say unko loss bhut hota hai, to isi tarah hum sirf ye nahi keh sakta ok forex mai loss lack of information ki waja say hota hai, loss bhi kahin factors pay depend karta hai jiski wajah say expertise nahi bhul ok exclusive factors hote hai,
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

                    Los Knowlesg ki waja imran apni hi ye krta hy koi bhi bisnis ho likin ye to forx aik achi chez hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Safdar1 پيغام ديکھيے
                      Dear forex ek bahut he profit able business hai lakin sirf tab jab ap ise proper learning experience se karte hain to is main apko bahut hard work ki zarort hoti hai kam se kam 1 year tak demo main practis karen us k bad real investment karen jitna ho sake learn karen qk bina learning k ap kabi kamyab nahi ho sakte
                      Forex trading Mein loss ki sabse main Wajah Yahi Hoti Hai K traders compass trading cake knowledge bahut kam hoti hai Jiski wajah se usko loss ho jata hai Iske ilawa traders in grid karne ki wajah se hota hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

                        G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex trading me loss ki boht c wajuhat hai.........loss ki ek waja ye hai ka hum jald bezi me trading karty hai or jis ka pas experience nahi hota or boht sy log knowledge or experience ka bagair he forex ko join kar laty hai or bad me tuka lagty hai toh unhy nuqasan he ho ga.......agr hum achi learning kary gay toh loss sy beach saky gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

                          ap ke bat theak hey ke forex bohat zadya moskle bussines hye as me hum ko bohat zayada mehant krne hote haye as se phr he hum earn kr sakte han hum ko demo pr start lain and sat sat achi knowladge hasal kran and sat me as forum pr kam karan jab hum ko acha bonus mel jaye ga to ye hamra real account ho ga js se hum earn kr sakte han
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

                            forex mai jab hum kam karty howe galtiya karty hain ya hum market ky rules ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik online business hain hum is mai investment kar ky acha profit gain karty hain or hum is mai live trading be kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

                              learnig k m ho to hamy siraf loss ho ga hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahty howe analysis ko use kar kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X