Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

    Loss bhi buis ess ka hesa hota hy ro hua ham ko ho hi jata hy is my zeada bri bat nai hy ya blerning jitni zeada ham kr ly ya phr bhi ham ko hota hy kio k is ka hona har hal my hy is sy ham rork nai sgty hy ham is ko kam kr sgty hy ham ko chiya k ham is my is bat ko axept kry our tab hi ham agy barh sgy gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

      agar hamare forex mai kam karny ke learning km hain to hum kamyabe hasial nahi kar saky gy forex aik real or kabe be katem na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik involve hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
      • #18 Collapse

        Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

        dear fforex user forex mn loss ki sab say bari waja experience ka na hona or lalach hai yeh 2 aisay factor hen jo aap ko loss ki taraf lay jaaty hen , forex mn kaamyab honay kay liye ya kuch earn karnay kay liye aap ko pehlay learning kar kay experience gain karna paray ga or apni greed par controle karna paray ga tab jaa kay aap loss per controle haasil kar saken gay, ic liye mere khayal mn yeh 2 cheezen hen loss ki.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Forex main loss ki waja learning ki kami ya khuch aur ???

          forex main greed hamara sab sy bara dusmin hain hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar kam karna chahey jab ham is main sirf pasy kamany ly lalch main apni galtio ko ignore kar ky jadld bazi main kam karty hain to hamy loss ho jata hain is main market ka ya hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota

          اب آن لائن

          Working...
          X