beginners ka liya eraning ya leraning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    mai to begaineer tarde ko yahe kaho ga ky pahley to learning kary q k earning karna itna mushkal kaam nahe hai bs ap ko learn kar ky he earn maly ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      brother forex me beginners ke lye pehly learning then is me earnings ho sakti hain is lye is ko leran karna chahiye jahan se bhi possible ho aap wahan se is ko learn karne ki koshish karen or bina greedy hue is me slow slow kam karte jaen .
      • #153 Collapse

        forex mein kaam kartay howay es mein learning se kaam karay aur es mein tention na ley ap ku forex mein loose he loose ho ga aur daily market ku view karay thankful for question
         
        • #154 Collapse

          Dear Bignners kay liya pahlay may to kahone gaa kay learning or us kay baad earning ab learning kay liya aap ko chahiya kay aap demo par prectice karne or uss kay sath sath aap iss forum may bi work karane quen kay iss say aap ko bonus milta hay.
          • #155 Collapse

            bro according to me learning is the key to success in this kind of market because agar learning nai tu earning nahin simple sa formula hai. learning kai bagair ap is market main zaida dair kamyab nahin reh saktay aik na aik din bara loss ho ga aur ap himat har jayn gay.
            • #156 Collapse

              forex mein kaam kartay howay kosis karay es mein pehle learning karay baaed mein earn karay aur es mein greedy aur jaldbazi na karay ap k liye money earn karna easy ho ga
               
              • #157 Collapse

                Is business me hmen zyada learning karni chahye kyun k learning k bgair hm kabhi bhi is business me achi earning nahi kar sakty hain isi liye learning jahan se bhi possible ho hmen is business ki kar laini chahye ta k achi earning ho sakyy
                • #158 Collapse

                  gi forex ek bohat hi zabardast business hai jo agar thek se sikha jaye to is se bohat hi achi earning ho sakti hai jiske liye iske bare mein pehle sikhna zaroori ha bhai proper learning ho gi to un k pas proper knowledge bhi ho ga r is tarah un k pas experience ae ga r wo apna experience use kar k jitni marzi chahen investment karta ha bro
                  • #159 Collapse

                    Forex trading main learning kay baad he earning ki ja sakti hai.iss liey jo loog iss field main new hain,un kay liey learning he better hai because agar wo learn karain gay to phir he wo iss kay baad earning bhi kar sakty hain or trading main acha start lay sakty hain.
                    • #160 Collapse

                      bhai jaan start main hamain learning he karni chaye and earning ka kuch bhe nai sochna chaye kyu k jab tak hamain is business ka knowledge he nai ho ga tab tak hum is main high earning nai kar sakty.
                      • #161 Collapse

                        saalam bhai jee app forex mein kaam karna chahtayhin tu appko pehalaay forex kaay baray mein learning karni ho ge phir he app iss mein mein earning kar saktay hin is kaay begair appko loss ho ga ????????????????????????????????
                        • #162 Collapse

                          What a great information bht he informative topic hai junior members k lye aise topic se kafi kuch sekhne ko mil jata hai new members ko ap jese members ki waja se humko buhat help milti hai or jo senior members inka answer dete hain to or bhi zada help hojate hai I really appreciate you all keep it up.
                          • #163 Collapse

                            Haan g ap ny bilkul sahee kaha jo bhe new traders forex trading ko join krta hy uc ko learning py focus krna chahe agr wo earning pr focus krta hy tu trading knowledge na hony ki waja sy loss kry ga ic leye first of all new traders k leye learning zroori hy orr uc k leye demo account bhot best rahy ga.
                            • #164 Collapse

                              assalam o alikum my dear janab mary khayalmen to donu cheez hi zyada zaroore ha phaly learning ki zaroorat hote ha or learning karny ky bad earning ki bhi zaroorat hote ha hum ko forex men earninmg karny ky ly paropar learning karni cheye or market ko bhi watch katy rahna cheye ta ky hum ko market ky analysis ky bary men bhi knowledge rahy .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Hmen is business me hmeshah achi learning k sath kam karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm achi learning k sath hi is business me achi earning kar sakty hain or apna career b asani se banaa sakty haain is business see

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X