beginners ka liya eraning ya leraning
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    beginners ka liya eraning ya leraning
    dear forum member.mujhe ap sab ya bato ka kasa koi beginners Forex trading main ata hai apni earning pa concentrate karna ka bajye apni leraning pa concentrate karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    app ko is main trade open karne se phile trend ko dekh kar trade ko karna chahye aur app ko jab tak yeh na pata ho ke app ko kisi point per trade karni chahye app ko trade ko open nahi karna chahye.Forex aik real main kam hay is main log bus zada pasa dekh kar ate hay per is main kam ko karne ke liye app ko apna forex main kuch na kuch experience aur forex ka knowledge aur app ko is main kam ka knowledge ho ga.
    • #3 Collapse

      aslamualekum dear .... :)learing is earning... bhai jab ap learning he nhi krain gay tou earning kaise krain gay.. market main any say phlay apko market ko smajhna bohat zaruri hai.. tukay wali trading say ap apna he loss krain gay.
      • #4 Collapse

        beginners k liay learning zada zrori hai kiun k agr wo learning nhi krengay to a to ache trader bn payngay or na hi theek se earning kr payngay
        • #5 Collapse

          beginners ka liye dono chease important hoti hai in sa wo bohat information collect ker lata hai is ma sirf beginners ka hi nahi balke sab ka faida hota hai is liye sab ko hi ya dono chease use kerni chaea
          • #6 Collapse

            forex main jab tak ap learning nahen karty hain ap is main earning naheen akr sakty hain isi lye agar ap is main beginner hain to apko chahye k ap is main learning karian zyada say zyada takky ap is main aik professional ba kar is main zyada say zayda earning kar skaeen
            • #7 Collapse

              assalam.o.alikum my bro jo begner hoty ha in ko chahiye k sab say phly ye rules ko follow krna chahiye aur us k bary me kuch knowledge ho lana chahiye phr ja kar is business ko start karna chahiye
              • #8 Collapse

                beginers k lie sab se pehle learnig hy wo is lie agar beginers k pas proper learning ho gi to un k pas proper knowledge bhi ho ga r is tarah un k pas experience ae ga r wo apna experience use kar k jitni marzi chahen investment kar k apni earning kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  meray bhai learn karo gay to hi earn karo gay na k aatay hi earning shuru ho jaey gi aisa to mumkin hi nahi hai k baghair seekhay aap earn krnay lag jain so first learn forex trading and then earn
                  • #10 Collapse

                    for the biginners unkay liye to sabsay pehly learning bohot zaida importace rakhti ha agar apkay pas learning skills nahi hain to ap kabhe kbhe successful nahi ban sakty newbies ko pehly learning karni chahiy bad main he earning ki traf aana chahiye taky loss kam say kam ho.
                    • #11 Collapse

                      beginners k lie learning kerna zeada better he q k agar wo learning ko improve kery ge to uski skills strong hon gi or experience b improve ho ga to wo automatically zeada earning kery ga,
                      • #12 Collapse

                        Dear friend jo log new hai forex mey un ko chahye k wo sb se pahley is k tutorial ko study kerey jo k net se easily mil jatey hai.or sath main demo ko daily kerey to jedli achi trading seekh sekta hai.
                        • #13 Collapse

                          sir jb ap join krte hain tu slowly slowly earning bhi ho jaey gi lekin beginers ko chaiye ke wo learning ko time den kyo ke jitni learning ho gi utna hi profit mile ga aur earning ke lye learning ki bhot zarori ha is lye bhot experience le kr hi work kren
                          • #14 Collapse

                            jo log is business ko start krte han unke liye learning zuroori ha aur wo bht sa knowledge hasilkaren aur kamyaabhote han aur apni life bi ashaan bnate han
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ye to bht accha sawal hy begginers k liye dono baten hona zrori hn becouse ek new user jb work start krta hy to work ko bht smjhta hy or hard work sy kaam start krta hy agr after hard work profit na ho to trrader dishart ho jata hy us liye both necessory

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X