education is very important in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Forex trading maindosto education bohat zayada zarori ha is leya kayis keywajha sayham zayada bahter trading b kar saktayhain or is keywajha sayham trading news ko b jan saktayhain or us kaymotabik trading ko sat kar saktayhain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Yes brother aap sahi key rahey hen forex trading men education bohat zaida importance rakhti hey. Kisi bhi business men education bohat zaroori hey us k bagher aap kisi bhi business men survive nae ker saktey.
      • #48 Collapse

        g dear apne to bhot he ache baat kahe hai and mai b yaha per apki is baat say agree karta hu per mai samjta hu yaha per learning humare liye bhot he zarori hoti hai
        • #49 Collapse

          Yes it's true that In Forex business education is very important . Forex business is international business in which strong English language is require . All news is on English language and you need to read all news about the Forex and that's way we need English education for this .
          • #50 Collapse

            g han bhai jan ap theek keh rahe hain forex aik world wide business hai is main english language ka use bhot ziyada hota hai is liye apko forex market main work karne ke liye educate hona bhot zarori hai
            • #51 Collapse

              app ko es main boht se point main smajna hoga jub become app dar dar k driving karte ho tu ap k acident hone chance ho jate hain thus app ko es main khayal rakhna hoga.orex ma ap ko bonus sa zayda experence ki zarort hoti ha ap earnings ko apna experence ki bace par hasil karta ho mara khayal ma trading ma kam sa kam ap ka pas 500sa 1000 doller hona chahiye.
              • #52 Collapse

                ap ka sawal saberdast hai me is bt per yaqeen rakhta hon or mere khayal me to aap ko itni education to honi hi chahiay aur english aani chahiay k aap aik dosray k sath interact kr sakain aur kisi se baat cheet kr sakain agr aap ko zaroorat paray aur koi information aap aasani se parh sakain
                • #53 Collapse

                  jee han bilkul sahi kaha forex kay liye apki english bohat achi honi chahye lekin education ya degree ki koi zarurat nahi hoti lekin english level high hona chahye.
                  • #54 Collapse

                    je han es main pharhne k lye app ko es main app ko es main ager wo result nikalne hain tu app es main phare lekhe kam kar skte ho es main studies kar skte ho so forex main ager ap ase kar skte ho so app ko education zaort hote hai es kam main
                     
                    • #55 Collapse

                      Jab tak forex kay baray may jankari nhe ho gi forex may karobar karna khatray khali nhe ho sakta hay forex kay baray jab tak sab kush pta na chall jaye tab tak forex ko sekhna chaheya jab sekh jaye tab trading karni chaheya.
                      • #56 Collapse

                        Yup we acknowledge with a person dear Daniya , Forex trading mein education ki bhi buhat importance hai , ik uneducated person k muqabaly mein advised user Forex mein ziyada achi tarhan sy trading kar sakta hai aur is usually corporation ko asani sy aur jald samhaj sakta hai , Forex ki learning k liye humain Least difficult English ki buhat zarorat parti hai , suitable learning k liye English lazmi ani chaiye.
                        • #57 Collapse

                          forex me kam karne ke lie hamko forex education hasil karna must he or agar ham nahi learn karte toh hamko koi earning nahi ho sakti is lie jab tak ham practice nahi karte toh hamara knowledge acha nahi hota or ham earn nahi kar paate so learn karen ge toh success be mile gi
                          • #58 Collapse

                            yes i agreed with u k forex may education buht ahmiat rakhti hai q k trading karny k liye knowledge ka hona buht zaruri hai jis ka fayda ye hota hai k ap knowledge apply kar k loss se bach sakty hai aur zahir c bat hai knowledge education se hi hasil hoga./......
                            • #59 Collapse

                              education aur yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey aur yee sub education seey mumkin heey jitni dair tekk aap forex keey bareey meey trading kernaa complete jaan nahi jaateey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                dost mery khyalmain edecation ki boht aehmyat hy forex main es main insan ko kaam sekhny k leay english main maharat honi chahye ku k ye aek international businuss hy is main zuban bhi english use hoti hy jis k leay education boht aehmyat rakhti hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X