Forex Trading without loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    forex trading per kabhi ap ko loss ho ga ar kabhi gain es lya jab loss ho tu khabrana nai caheya kun ky girty han sahsiwar hi madan e jang mai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      ji Bhai jan , mera manna ye hai k, forex ka online business hai or ye hm sb jante hain k business ma benefit k satn sath loss bhi ho skta hai to forex ma bhi loss k chances hote hen, or hamen is se zayada se zayada bachna chahye
      • #78 Collapse

        app ne akk asi baat ki he or me app ki baat ko agree kerta ho kiun ke pakistan forex forum per app ko agher loss nahi hona to app pakistan forex forum per best ferrormece de ker ap pakistan forex forum per win ker sekty he or app pakistan frex frum per loss hony ke chances bi kem ho jaye ge..
        • #79 Collapse

          boss main ye nhi kaita k forex mein sirf loss he hota hai jnb ye bilkul galt hai forex mein loss os wakt hota hai jab insan mistak krta hai r ye aik aisa business hai jsi mein mistak ki koi gonjaish nhi hai ager es mein insan mistak kry ga tu wo loss kry ga aur ager es ko aik achy tareky sy kry ga tu es mein loss nhi aiye ga
          • #80 Collapse

            No dear eysa nhe ha is mea loss to hota he ha is leya us waqt trading kare jab ap dehke ke ap ko pata hu jke market mea tezi aye ge aura us waqt ap us mea se earning kar sakte ha
            • #81 Collapse

              Mere bahy esa koi be kaam nahi ha jis main keh sakte hain ke es karobar main aap ko loss nahi ho sakta agar ha to muge ko be bata deen
               
              • #82 Collapse

                aesa ho sakta hai k ham forex tarde ko loss kiye bina hi use kar saktay hain par is k liye hamen tarde par comand shasil karnay ki zarurat hai
                 
                • #83 Collapse

                  Well there is nothing wrong with forex trading without stop loss, i do that all the time but before trading without stop loss you must understand the risk involve in it because forex is a very unpredictable business and so any thing can happen at any given point in time
                  • #84 Collapse

                    Demo accounts are made for all trader in order to practice trade and realist applicable noises its akin to the sincere trading campaign and if a mortal takes demo accounts seriously then deed profits from the installation of Forex becomes so loose.
                    • #85 Collapse

                      Hello assalam u alikum bhai jaan kia haal hain ap ke? Ap jo keh rahey ho ho sakhta hai wo sahi ho lekin hum kuch bhji nai keh sakhtey kia pata ager hum bolain ke nai ap ko profit ho ga or ap ko loss ho gaya to hame bura bhala kaho ge na is liye main to Kahun ye soch ker trade kereain ke ap ko trade main loss bhi ho sakhta hai..
                      • #86 Collapse

                        Dakho bhai profit and loss are the part of any business. If you think you will earn money without beaRing loss then you are 100 % wrong. So you cannot ignore loss but you can control it depending upon your experience.
                        • #87 Collapse

                          Dear hr trha k business mai profit or loss dono hi hotay hai.Duniay mai koi b business esa nhi hai jismay loss na ho or profit hi profit ho.isi trha forex trading b 1 real online world largest most successful business hai jismay trader ko loss b ho skta hai or profit b earn kr skta hai.or agr loss ho jaye to trading ko leave nhi krna chahiye blkay apni mistake ko learn krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #88 Collapse

                            bhai mera khyal main to hum us din ka wait he kerte rah jaye gai aur asa koi din nai aye ga wase nothing is impossible in this world ho sketa hai k asa ho jaye lakin mera khyal min forex trading main loss hota he hota hai kun k sab ki thinking same nai ho sekte k sab log akk he jase trade lgae :)
                            • #89 Collapse

                              new traders loss sy ziada darty hain uc sy bachny k tareeqa yahi hy k practice kar k experience bana lain phir loss ka dar kam hoga.forex can become high risk business too when people want to gain high amount...loss bhi hota hai layken agr ap ko proper experience hai tu ap kamyab ho sktay hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                aisa koi business nahi hai k jis main loss na hota ho lakin hum experience hasil kar k har business ko profitable bana sakte han tou phir forex trading ko q nahi isliye humhe zaida se zaida practice karni chahiye inshaallah humhe kabi loss nahi ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X