Forex Trading without loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    yah mere khyaal mai impossible hy , ku kah is mai hum tdaing karen , ot loss to must hay..loss to hota hy or is se aap ko seekhny ko b milta hy bohat kuch
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      loss tu ho ga is business mein is sy nai bach saktay aur aap forex mein quickly money made kar saktay hay just aap kay pass knowledge hona chayie because knowledge very important hay agr aap forex mein aik achay trader banna chatay hay tu aap forex ko achi tarha say learn karay .
      • #63 Collapse

        dear brother forex business men without loss k trading nahi ho sakti kun k r kam men loss tu hota hi he or jin k pas knowledge or experience zyada hoga wahi without loss k trading kr sakte hen
        • #64 Collapse

          neh ya nhe ho skta hr kam man loss to hota ha start man na hova to bad man ho jya ga ya nhe kah skta ka start man he ho jaya g ya bhot taf ho ga khna ka forex ko ap without loss profit kr lyn ga kbhe na kbhe ho skta ha loss
          • #65 Collapse

            Forex trading mein yeh mumkin nai hai k loss kabi ho hi na aisa almost impossible hai q k Forex aik business hai or business mein loss to hote hi hain or baki koi itna successful ban sakta hai like 90% to 95% tak win ratio tak chala jaye.
            • #66 Collapse

              ji sir ji koi asa business nahi hota jis mai agar profit ho raha hai tu loss na ho jahan profit wahan loss lazmi hota hai tu loss honey ki condition mai himat naa harey balkey aur zaida mehnat aur justuju karein ke profit hoga...
              • #67 Collapse

                forex trading mai ye nai hai ke insan ko loss ho hi na loss insan ko kahin na kahin hota hai lekin aghar insan apni ghaltiyon se kuch seekh le or phir wo ghaltiyan na kary to os ko faida hota hai insan ko experieced hona chahiye or ik ghalti ko bar bar nai karna chahiye phir insan sirf profit hasil kar sakta hai.
                • #68 Collapse

                  han aesa tab hi mumkin ho sakti hai jab ham fore xpar tarde akrny k baray mai experience rakhtay hongay to tab hi ham forex par tarde without loss kar payena gay
                   
                  • #69 Collapse

                    We want to start the trade with out losses then we are first getting the complete knowledge and experience of the Forex. We can choose the best indicators then we are perpar the good strategy.
                    Then we can trade with out losses.
                    • #70 Collapse

                      forex trading without loss mumkin nai ha jab tak hum forex ma loss nai karte hain hamain forex ki samaj hi nai ati ha k hum forex ma kis tara kam kar rahe hain foerx ma kam karna k lai loss ki waja ka pata hona zarori cheez ha.
                      • #71 Collapse

                        forex ak business hai jiss main loss aur profit dono hai agar ap ye khty ka sirf profit ho tu ye mumkin nahi hai kun ke jab bhi ap mistake karo gay ap ko loss ho ga aur jab ap theek se kam karo gay tu ap ko profit ho ga.
                        • #72 Collapse

                          Dekahain brother loss kay bagair forex trading nahi ho sakti han expereince aur skills say yeh ho sakta ha kay apko loss kam ho but lazmi nahi kay kabhi na ho
                          • #73 Collapse

                            han agar hum ko siraf profit he profit bana hay tu is kayliay kafi sari chezon ka dhian rakhna parta hay.maslan aap kay pass forex ka knowledge hona chahiay, demo account per practice honi chahiay aur capital ziad hona chahiay tab aap siraf profit he profit bana saktay han.
                             
                            • #74 Collapse

                              forex trade without loos ho sakti hain is ka laye forex main bohat expert hona pare ga acha kasa experince ho ga to he loos sa bach sakte hain forex market risky hain proper knowledge aur experince ka sath forex main hum risk kam kar success ho sakte hain+
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                yes forex is profit oriented and having a big ability of earining . but including that fact we must consider that forex is much risky job . and that risk factor can not be eleminate but we can reduce that . that is why forex is not only profit oriented job.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X