study vs trading in forex?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1996 Collapse

    mery khyal sa aik student ko chaye k wo study ko achy treeqy sa kary q k jb wo apni study ko achy treeqy sa kary ga to trading ko bhi achy treeqy sa asmjh paye ga aur jb samjhy ga hi nhi to fail ho jy ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1997 Collapse

      han han bhai ap achaw sawal kia ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b ya hi lagta ha ka forex ma jb koi student ata ha tou us k 2 kam krny hotay hain aur dost ap ko aik time tabel bana chaiya aur phir kam aur forex ma trading ka pary aur dost agar ap na asa kia tou ap trading jald as jald sikh sakkty hain ....
      • #1998 Collapse

        brother yahan tak mera khayal hai. study ko zada prefer karna chahaiye. study har insan ki base hai. or agar base hi na bani ho tu pasy ka kya faida. study bi karien or forex trading business ko bi time de
        • #1999 Collapse

          brother education to bohat hi zaroori cheez ha agar education na ho to ham kia read karan? is lia study ko time daina chahia aur agar koi itna hi majboor ha ka study ka akhrajat nahi pora kar sakta to phir aisa time is business ko da ka study mutasir na ho aur earning bhi theek thak ho jai.
          • #2000 Collapse

            student ko forex or study dono ko time dena chaiye students forex pe part time job kar skte hai or study bhi karte rahe study bhi bht zrori hai kyunke forex se hum pese kama rahe hai lekn study se hume education mil rahi hai jo hume agay forex me bhi kam aegi
            • #2001 Collapse

              Dear friend humein forex trading business mein trading kertay waqt apni study ko nahin chorna chahiye kiyunke study bhi humari life kay liye bohat important hai iss liye humein forex ko part time kerna chahiye.
              • #2002 Collapse

                hum ko apnay professional kay sath sincere rehna chahiyea poranay zamanay main kaha kertay thay kay koi na koi hunar zaroor hath main hona chahiyea so wo sahi kehtay thay hum ko apni field main must kaam kertay rehna chahiyea
                • #2003 Collapse

                  forex trading bhi apko karni chahiye lekin yaad rahe ke apko apni studies bhi nahi chorni chahiye,kiunke studies bhi bohat ziyada zaroori hain,aisa na ho ke apka dimagh sirf forex mein hi laga rahe aur ap apni studies mein fail hojayen.
                  • #2004 Collapse

                    Forex is tough and risky business and getting profit is much hard and there is lot more things required for earning profit and depending on minimum profit target, these are my secrets due to which I am earning reasonable amount.
                    • #2005 Collapse

                      In my opinion study is so important in forex trade business , because only knowledge is the key of success in forex so we should keep learning if we want to get success in forex trade business . There is not any short cut way to get success .
                       
                      • #2006 Collapse

                        Dear sir aik students kay liay study zaroori hay and forex trading us kay liay past time job karna chahyie, but students ko zaida time study per surf karna chahhyie.
                        • #2007 Collapse

                          mere khayal main bhi aik student ko apni study ko he ziada time dena chahiye keon k ager wo acha parh likh gaye ga to us k liye forex ko smajhna ziada assan ho jaye ga aur parhai ki waja se yaqeenan us k knowledge main bhi izafa ho ga jo forex k liye zaroori he forex se earning k liye to sari zindagi pari he ye business kahen bhag nahi raha he ap apni study ko ziada se ziada time dain
                          • #2008 Collapse

                            jee may dear aap nay bikul he theak k ha hai yeh iak online busnisehai s ain apl og mehnat kar k acha aks earning kar skatyhi nor kamayab b ho skaty hian apa iss min
                            • #2009 Collapse

                              dear main b is baat ki taheed krta hun k aap ko zeyada tawajo apni study per deni chahiyeh aur farigh waqt main aap forex trading kr sakty hain taleem insan sirf pesy kamany aur acha ohda leny k leyeh nai hy balky education insan ko mohashary ka aik behtareen fard banati hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2010 Collapse

                                agar hum forex ke barey mein achi study kartey hain aur is main achi trha se experience hasil kartey hain to phir hum is main achi trha se kamiyab ho saktey hain aur is main acha profit hasil kar saktey hain.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X