study vs trading in forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1846 Collapse

    beshak study apka carrier bnati hai hmesha study ko tym daina chye kun ky usi sy apka carrier bnta hai forex ko apko part time krna chye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1847 Collapse

      forex main trading start karin laikin is main phelay study kar lain k forex main term kia hain and is market par kiakia cheezin asar andaaz ho sakty hain and news par bhi nazar rakhain.
       
      • #1848 Collapse

        i think hama strading ko aik part time job rakhna cheia ..keo ka stdy ais always first ,,lakin koi bi insan 24 hous studyy ni kr sakta or kahli pocket ka sath koi ni rah sakta to trading bi zarori ha ais lia dono kam krna chiea par apna apna time par
        • #1849 Collapse

          bhai main stydy ka bhi kahu ga aur forex ka bhi ap dono kam kar saktay ho.bas apko forex ko as a part time 2 se 3 hours use karna hoga aur baqi k time study karna hogi jis se ap ki study bhi jari rahay gi aur business bhi chalta rahay ga.
          • #1850 Collapse

            study ky sat forex may earning possible hy aor es may aik bar learn krna hta hy yh bot strong aor profitable karobar hy es may mehnat aor knowledge ke zrorat hti hy.
            • #1851 Collapse

              trading ke sath sath aap ko is main roz khuch na khuch seekhna chaiye jis se aap ki trading bht ashaan hoti h aur aap ko is business ki smaj aati ha
              • #1852 Collapse

                mere khyal me study be zarury he aur sath forex trading kr ke leye apko learning aur knowledge ke be zarurat hote he so study be krne chaye aur sath forex trading be krne cahye
                • #1853 Collapse

                  Study to aik aisi cheez hai jo bohat hi zaruri hai.aur study me apke saath jo hona hota hai uska apko 80% pata hota hai.lekin forex me future ka kch pata nahi hota.forex vs studies likhna bhi mere hisab se theek nahi hai.kiyunki dno ki nature different hai.
                  • #1854 Collapse

                    studies ko hy prefer kerna chahye lekin usk sath bht time free bhi hota hay students k pass uss time may kch bhi fazol kernay say behtr hay aap trading ki practice karein aur jitny uski learning possible ho kerlein tak studies k sath kch earning bhi ho.
                    • #1855 Collapse

                      apko study ma masla ho ga aor agar traging ko kam time den ga to learning ma masla ho ga.so apna ak time table bnay jis k mutabic dono ko req time den.forex trading is not only business/trading but a way to learn and interact with other people
                      • #1856 Collapse

                        dear friend mery khayal mai study hamy buhut hi ziyada karni chahiye lekin free time mai hamy forex trading karna chahiye taky hamar time bhi zaya na ho aor money bhi hasil ho
                        • #1857 Collapse

                          jahan tak study ki baat hai wo b bhot zruri hai or forex 1 aisa kaam hai jis main ye nhi k kaam e kaam ho or study b bnda kar sakhta hai or is pa work b kar sakhta hai bas tim ka balance bnda bna lay
                          • #1858 Collapse

                            ye bat thek hai k hum forex sy bohat koch kama sakte hen lekin study bhi hmare liye bohat ehmiat rakhti hai is liye hamen chaiye k dono ko on k hisy ka time milna chaiye yehi har ak k liye behar hai q k kamyabi dono me hi hai
                            • #1859 Collapse

                              This subject is very useful and can be start at College and university level. If give the knowledge to the students and other people then they can become the successful traders in very short time. Forex trading business is useful for the trader.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1860 Collapse

                                i think study to zindagi ka hisa hai aik tarf parhai hai or aik tarf kam hai ye ab ap pe depent karta hai kay ap apny time ko kis trh amnage karty hai kay ap ki parhai b kam kay sath effect na ho na ap ka kam effect ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X