study vs trading in forex?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1831 Collapse

    forex to lifetime chalti hai but study zyada se zyada insaan 20 se 25 saal karta hai os k bad insaan apni zindagi k maqsad hasil krne men lag jatabhai or work e bad men uski zindagi men reh jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1832 Collapse

      jab study karen ge toh hamare lie forex me kaam karne ke lie kafi ways open hone lag jaayn ge phir ham achi trading karne laag jaayn ge or phir ham achi earning bhe kar skate hen or yhi hamko ak acha skills wala tarder ban'ne me help kar rahi hoti he jab daily practice ke sath learn kar rahe hote hen
      • #1833 Collapse

        I kam karte hen to on ka time table hona chahie to ap kamyab hon ge wese study ko ziada time den agr ap ke pass knowledge ho ga to ap forex kar sakte hen study first forex kise bhe waqt ap ke sath kuch bhe kar sa..............
        • #1834 Collapse

          mery khyal main students jo k forex ko join kr rahy hai uny pehly apni apni study i trf zeada dehan dena chahi aor jo time un k pass bchy tb wo forex py work kryn..............
          • #1835 Collapse

            kiun ni g mn smjta hun ky is ky lia study bht hi ahm hai kiun ky hm ko pta hai ky hm ko koi b kam karny lia hm ko is kam ky lia study ky bary mn janan chahyia tb ja kar hm ko gfaida hota hai
            • #1836 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
              kis chez ko ap k khyal ma zyada time dana cahea as student study ko ya forex mujha pta han bhtt log kahain ga study ko bt keww jab hm forex sa bhtt kuch kama sakta han
              ge bhai app ke bat theak ha ka ham forex sy boht kuch kama sakty ha lakin hamy apni study be to chorni nai na chahey is ley hyamy forex ko or apni study ko dopno ko time dena chahey
              • #1837 Collapse

                mery khial ke motabiq jo ek student he all of us ko study ko ziada night out dena chahey forex say kion keh wo agr study nahen kery ga for you to wo forex bhi nahen ker sakita kion keh es men bhi knowlege ki zarorit hoti he.
                • #1838 Collapse

                  jitni ap k pas study hogi ap learning hogi ap otni achi tara trading kar saken gen .kiun k kisi b kam ko sekhe bagher ya study kiye bagher karna inmpossible he so .forex me trading k liye pehle ap study par pori tawajjo den then ap trading karen
                  • #1839 Collapse

                    forex trading mein students aein aur is mein apna business start krien un ko trading profit de ge aur jo income un ko mile ge woh apne study k khrchon mein laga skein ge aur students ku apne study pr ziada tawaja dena chahe
                    • #1840 Collapse

                      Jahan tak young students ki baat ha to kyun k un ka mind bohot fresh and sharp hota ha,to wo ziyada se ziyada study karain because they will pick everything quickly.And students can be very good in trading too.
                      • #1841 Collapse

                        Forex trading to aik karobar he es min hum work karte hin profit aur earning k lei aur study to humin kisi bhi kaam min kamyab bana sakti he agar hum without study trading karin ge to sure hum loss kar jaein ge aur agar hum study k sath trading karin ge to ye yaqeeni bat he k hum profit hasil karin ge.
                        • #1842 Collapse

                          Dear sir as a students aap ko zaida say zaida time apni study per dena chahyie, and part time forex per because forex ko aap future main use kar saktay hain and study ka aik khas time hota hay, us kay baad aap study jari nahi rakh saktay. so students kay liay forex say study zaida important hay.
                           
                          • #1843 Collapse

                            forex mein ap ko study bhi karni chayie aur forex aik real business hay is mein koi fraud nahi hay ap jitna earn karo gay woh ap ko milay ga isi liye mein sab dosray business ko chor kar sirf forex ko prefer karta hon and forex ko learn karnay ki try karta hon takay mein feature mein aik kamiyab trader bano .
                            • #1844 Collapse

                              in forex study zarori hia aur forex aik risky business hai aur trader is mein apni money loss kartay hain aur is liye aap ko suggest kartay hain ky demo par achay sy practice kary aur is business ko understand kary tab aap is business mein success hasil kar saktay hain aur aik professional trader ban saktay hain demo trading bohat useful hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1845 Collapse

                                Forex trading sab kay liey hay khwa wo student ho ya koi job karny wala koi bhi esko run kar sakta hay aur agar hum esmain kamyab hona chahty hay to humay esko learn karny kay baad he shuru karna chahiey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X