Ab tak aap forex se kya sikh chuke hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    dear ab tak ma nay forex say kuch zaydha nhi sekha bass mujah ay maloom ho gaya hay forex is very business jis ka zaray hum ghar bathy bhot kuch earn kar sakthy hay bass app hard working say work karthy rahy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      wesy to mien is business mien new comer hun or is business mien survive krna seekh raha hun lkn itna jan gya hun k is business mien is business k rulez follow krna bht zruri hain otherwise success ksi surat mien hasil ni ki ja skti.patience is the key to success in this business
      • #48 Collapse

        i have learn from the forex ,that we should trade and we should make the profit according to the rules and regulation if we will try to make the profit in the one day then we will just face the loss and nothing else
        • #49 Collapse

          Dear member forex trading bilkul b easy business nahi haa.or na hi asy easy samjna chaya jo es ko eazy layty hain woh boht loss karty hain iss may ap ko hr waqat market pr nazar rahkni hoti haa kisi b waqat market loss may jah sahkti haa es liya forex ko boht carefully ho kar dahkna cahaya.
          • #50 Collapse

            Forex trading main kam kar kaywasay to dosto main nay bohat kuch sekha ha lkain us main main nayjo khas chez sekhey ha wo sabar karna ha is say main nay profit b hasil kiya ha or main is keywajha sayloss say b bacha hon.
            • #51 Collapse

              bhai ham koi bhi job yan bussnis krte hen tu us me ham itne tu expert nhi hote jpo ham us me shru me hi profit earn kren koi bhi busnis hota he tu usko thk trh se seekhna prta he trdaing me bhi hamne ye seekha he k ager kam krna he tu soch smjh k kren and ksi bhi bussnis me ap greedi na banen
              • #52 Collapse

                dosto forex ki field itni bari hay kay ap is may jitna sekhay woh kam hay kyon kay is may her time apni strategy apna ni hoti hay kyon kay market ki working diffrent time may diffrent hoti hay is liy apko jitna experience zada hoga utna he apko trade karnay may asani hoge
                • #53 Collapse

                  lagta hai k forex pak ek bht easy business
                  hai q k ager humarey pass knowlegde hai to humarey
                  liye sab kuch assan hai isi liye learning karty rhena
                  chaye.
                  • #54 Collapse

                    Forex ik easy business hai but ye risky hai lekin agar hum Forex ki proper learning karen aur is ka experience hasil karen to is business k risk ko easily control kar k is mein achi earning kar sakty hain Forex buhat profitable business hai aur ye apny profit ki wajha sy he day by day buhat mashoor ho raha hai.
                    • #55 Collapse

                      pyaree dosto, abhi tak forex se boht kuch seekha hai bhai jaan bohot loss bhi howa ha aur profit abhi tak na hona k barabar he hy kyun k jab tak hum forex ko sahi tareeka se seekh nhi leeta haum is se aggey nhi barh sakte kuch pane k liye kuch khona perta hay...
                      • #56 Collapse

                        dear forex mein work kar k kafi achi earning ki ja sakti ha or ye forum par work hameen kafi acha profit dila sakta ha kiyon k is sy kafi achi learning ki ja sakti ha is lye hard work to get success easy in forex
                        • #57 Collapse

                          main trading ko sekh rhha hon abhi learning kr rha hon new hon abhi itna acha experience na howa ha try main to hn achi trading kron aor acha faida mily mujh ko is kam krny se.
                          • #58 Collapse

                            ha mujhe bahut kuchh sikhan emilta hai forex me se par aapko bhi agar forex mese bahut kuchh sikhana hai to apako bhi dmeo account me trd karana hoga aur aapko experience karana padata haito hi aap analysisi karana sikh sakte hai i sliye apako managenent karana bhi sikhana padta hai aur forex me aapko sikh sakte hai
                            • #59 Collapse

                              jo loog yeh kahatay hian keh forex aik easy business hai shaid wo loog forex ko itna nahi janatay hain jis ki waja say wo yeh kahatay hain kyun keh forex trading aik bhat he muskil job hai aur is mein bhat he hard work ki zaroorat hti hai phir he achi income hoti hai werna loss k kafi chances hotay hain,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Hum forex sey nohat kuch seek chuke hey.hum trading k bare mey janna chahte ty lakin ider forex mey hum bohat kuch seek gae trading k bare mey or hum ab ak ache traders ban sakte hey.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X