Ab tak aap forex se kya sikh chuke hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    assalamu alaikum dekehin koi bhi kaam easy ya difficult ni hota hain balkein insan khud banata hain,agar forex trading ko achi tarah learn kar ka or trading ka experince hasil ka join karte hain to definately yeh forex trading hamrein leiyein asaan hojaegi,or without learning ye hamrein leyein mushkil hojaegi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Bhai mainnay to abhi forex learning start ki hay.abhi mujay thora arsa huwa hay main nay thori see how know lee hay iss kay baray main.mujay to yah kam kafi achha lga hay.main iss main mahnat jari rkhna chahta hoon.or mujay kissi aisay bnday ki tlash hay jo mujay achhi trah say guide kr skay.
      • #78 Collapse

        well brother ma forex trading abi tak bohat kuch seek chuka ho ma forex trading se trading karna seek chuka ho aur ma ne forex trading se learning kar k knowledge kiya hai marketing k bare ma
        • #79 Collapse

          is liye log darte hain even jo professionals hote hain wo bhi sochte hain koi trade kerne se pehle ke kahein nuksaan na hojai aur yeh aij ache trader ki nishani hai.knowledge kam hone se he aisi soch aati hai or dosra jab ek confuse trade ho jab ap jaldbazi karlo ya concentrate na ho.
          • #80 Collapse

            g ha brother yeh to apny interest ke baat hai k ap is main kitna interest laty hain,,,,,agar ap is main interested hain to phir yeh ap k liye easy hai,,,and main to Forex ko bohat easy samjhta hoin and acha profit earn karta hoin....
            • #81 Collapse

              bhai mene abhi tak to forex trade shuru nhi ki sirf posting kar raha hun but saht sath learn bhi kar raha hun. posting me apko kafi sara knowledge mil jata he. aur forex ager ap is me hard work karo ge to i think ye ap k liye asan ho jaay ga
              • #82 Collapse

                main abi tak forex se just learning krna hi seehk ri hun r mje knowledge gain hu raha hai jis ko main hmaesha sth rhk sktii hun r posting krna sihk ri hun k kese krty hain real maintrade
                • #83 Collapse

                  Forex aik best business ha jis main hum jtni mehnat karay gain jtna time da gain utna hi benifit ho ga ic business main hum jtna seek saktay hain utna seekay tab hi agay barh saktay hain main ne sub se important jo seekha ha woh forex per full concentration se time dana jis kisi ne yeh kar lyea usay koi problem ni ho gi ic lyea ab bs main forex per hamesha betha rahata hn or kuch na kuch study karta hn....
                  • #84 Collapse

                    Well if i said that i learn all the things from this forum and business so its not wrong, my real teacher is only on pakistani forum demo account, if i am not join this business and this forum so i cant earn constantly profit in this business. i learn many things in this business as well.
                    • #85 Collapse

                      my best friend man forex ko 1 sal sy kar raha hu mane jo kuch yaha sy seekha hai wo muje zidgai bhar yad rahy hai ga mane yaha sy seekha hai k paisy kaisy earn karty hai paison ki kya ahmiat hai dunia main or mane ye bhi seekha hai apne is dunia main kaisy rahna hai logo k sat or lain dain kaisy rakhna hai or bhi bhut seekha hai mane ab tak forex sy
                      • #86 Collapse

                        yehi kay ye asa business Prunus mume jis Prunus mume mehnat se bohat zyada fodder forex is that the best business of the globe bagair data k kuch commercialism karnay ki kuch skills kay begair ap commercialism Prunus mume agay nahi jay gay sekhna zaruri HA plang honi chaye kaam 394nbv karnay ki labor bohat cheez hoti HA kamyabi phir milay gi
                        • #87 Collapse

                          Forex say insaan bohat kuch seekhtay hein mein nein is kaam say apnein emotions ko control ker k aagay barhna seekha hai aur iskay ilawa dimaagh ko mustakil alert rakhna bhee forex he say seekha.is kayilawa forex yeh bhee sikhata hai keh koi bheekaam kertat waqt market ka jaeza kaisay liya jae.
                          • #88 Collapse

                            ma forex trading ko kafe sekh chukka ho aur acha khasa kama bhe chukka ho forex trading ko smjen ka liye aik lamba arsa lagta hai ye aik lamba procegar hai jtna zeyada hum ese karye gau utna he hum s se kuch sekhye gay.
                            • #89 Collapse

                              assalam-o-alaikum janab mein new member hoon aur ab tak mene jo kuch sikha hai woh bohat ihem hai mere liye and main abhi bhi sikh raha hoon forum se bhi and demo account se bhi thank you...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                main nay forex say bohat kuch seekha hai yeh wahid joob hai jis main koi nuqsan nehi balkay faida hi faida hai main apne saray doston ko forex say faida uthwaon ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X