Trading account me loss hony ki main waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading account me loss hony ki main waja

    forex m loss kki kuch wja han jin m khas wja ya ha kae ap over confidence ho jaty ho ya ap loss ko bhool jaty ho ya ap dr kr glty kr lty ho ya ap market ko sashi trah smjty ni ho mhnt ni krty market ko smjnae m trend kae oppose m treading krty ho ya ap trading stop loss or take profit kae bgair krty ho in sub soraton m apko loss ho skt aha or itna kae apka acccount wash ho jar ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading account me loss hony ki main waja

      Assalamualaikum dear friend Forex trading main loss hone ki sabse Badi Wajah yeah hoti hi Jinke Paas knowledge aur experience nahi hota aur unko Forex trading ke baare mein itna knowledge nahi hota aur Unki post market k maharka mutabick nahi hoti Auron ko trading nahi hoti isliye unko loss ho jata hi UN Logon Ko chahiye k Apne senior logo se knowledge or experience Faisal Shaikh le iske liye Hame minute Zyada zaroori hai phir hai Hame kamyabi mile g
      • #18 Collapse

        Re: Trading account me loss hony ki main waja

        ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex forme main kaam kar rahe hain toh Hame chahiye Ke Hum Aise trade kare Ke Hame loos hone ka koi bhi Khatra Na Ho Agar Hame Phir Bhi loss ho raha hai to Hame chahiye ki hum Kisi senior se madad thanks
        • #19 Collapse

          Re: Trading account me loss hony ki main waja

          Dear ap ka sawal thik he k treding account me loss hny ki main is ki main waja ye k lose to bussness ka hisa he our agr koi tradr is ko light leta he to wo kabi b knwlede hasil ni kr skta .agar hum menat krty he to humy humy is me loss ni hoskta our menat ke sath is ka forex k rules ki follow kry to koi nuksan ni hta
          • #20 Collapse

            Re: Trading account me loss hony ki main waja

            Trading account main loss honay ki main waja forex trading kay ilam ka kam hona hota hay. trader trading to start ker leta hay lakin us ko trading ka ilam nahi hota jis ki waja say wo losse kerta hay. ager trader trading say pehlay forex ko seekh lay to us kay trading main losses ko kam kia ja sakta hay. aur trader kamayab trading ker sakta hay.
            • #21 Collapse

              Re: Trading account me loss hony ki main waja

              Ager ham hard worker he to loss hone kee koi wajah nhi ho saktee, or acha trader loss ko recover kar sakta he apne experience se , or trading account me loss hone kee main wajh ya to dil se work nhi kart sirf time pass karta he ya to unke post kee quality achi nhi jo hme requirements ke hisab se karnee chahye, ager ham acha worker her to phir hme koi dar nhi ke ham loss pa sakte he, hme chahye ke in the morning time me apne achi post kar ke apne ahcha workkar ke acha trader sabit kar sakte he, to phir hme loss ke koi tenshan nhi, to me all friends ko yhe advice karta ho ke wo apne dilo dimagh ke sath acha work ker ke apne forex se achi profit lesakta he,
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Trading account me loss hony ki main waja

                Trading mein loss hone ke bohat wajohat hain lakin sab ka connection sirf knowledge or experience sy he hy. Agr trader mein ye dono nahi hain tou loss surety ky sath milega isliye trader ka mehnat karna or wo bhi sabar ky sath zaruri hy. Knowledge or experience nahone ke wajah sy kiye jane waly zyada trade lalach ky base py hoty jinka forex mein koi kam nahi hy.
                Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!

                اب آن لائن

                Working...
                X