Trading account me loss hony ki main waja
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading account me loss hony ki main waja
    Some traders loss ho business ka part samjty hey es type key traders na to knowledge hasil karny ko importance dety hey aur na experience gain karny ko, profit aur loss business key part zaror hey magar apni mehnat se loss ko profit me convert kia ja sakta hay, knowledge aur experience ko avoid karna loss ki main waja ho sakti hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading account me loss hony ki main waja

    knowledge ko importance na dena sab sey eham wajah hay then koi way jisko aap kehlay aik proper method ki kami big issue hay loss honay ki profit mei aap convert kar saktay ho apnay loss ko lakin hard struggle chahiye jab aap proper mehnat karo gay acha knowledge trading ka rakhtay ho gay aap ko khud forex asan lagay ga aur profit karo gay
    • #3 Collapse

      Re: Trading account me loss hony ki main waja

      mehnat wakai bahut badi cheez hai jo log main aap se kaam karte hain woh always hi kamyab hote hain aur jo log mein net nahi karte hain wo kabhi kamyab nahi ho sakte hain agar hame trading mein lost bhi ho jaye toh hum mehnat karke achha experience game karke apne losco profit mai convert kar sakte hain hame mehnat karni chahiye aur jyada se jyada forex ka experience or knowledge gain karne ki koshish karni chahiye Taki hum bhi is business me kamyab Hoke apne liye beta earnings Le saken
      • #4 Collapse

        Re: Trading account me loss hony ki main waja

        trading mn loss hony ki main reason zada tara ye hain k traders ko zada knowledge ni hota aur na experience hota hai kam k aur na wo sahi mehnat karty hain.traders ko chahye k wo information collect karin aur apni negativity py focus krain mehnat krain to wo apny loss ko kam kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Trading account me loss hony ki main waja

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Some traders loss ho business ka part samjty hey es type key traders na to knowledge hasil karny ko importance dety hey aur na experience gain karny ko, profit aur loss business key part zaror hey magar apni mehnat se loss ko profit me convert kia ja sakta hay, knowledge aur experience ko avoid karna loss ki main waja ho sakti hey.
          bread Rasgulla Sonakshi mail Mila Yeh Hoti Hai status Bina Mar Ke Jeene Na De Villiers agent Patni Aur Hanuman ji ka kuch pata nahi hota aur Unka lost ho jata hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Trading account me loss hony ki main waja

            Apko agar is mein loss hota hain to apko is mein loss hone ki wajah hain apko is mein trade karne k bad is mein apko ihtaiyt se kam karna chahye tab ja kar ap is mein earn kars akte hain ye aik best online site hain apko is mein ihtaiyt se kam karna chahye aur is mein loss ki main wajah hain apko greed karna hain apko is mein ihtaiyt se kam karna chahye
            • #7 Collapse

              Re: Trading account me loss hony ki main waja

              Begar knowledge or experience kay forex main training karna loss ki granti hay es lay kabi be forex main knowledge or experience kay begar kabi be trading na karin qn kh eysy toky say ap ka profit hasal karna bohat mushkal hay lehaza achi trading kay lay pehly acha knowledge hasal karin or phir demo par zeyda say zeyda practice say apna experience behtar karna tab he ap achi trading kar sakin gay
              All The Best Dear Friends
              • #8 Collapse

                Re: Trading account me loss hony ki main waja

                100 persent agreed with you sir, hum hamesha apni nakamyon ki koe or wajha dhondte rahtay hain lekin asal main qasoor hamara apna hota hai, hum apna knowlege improve nai kartay or bus trading main tajurbay kartay rahtay hain. Actually hamain apne knolege par mahnat karni chahye.
                 
                • #9 Collapse

                  • #10 Collapse

                    Re: Trading account me loss hony ki main waja

                    Account ma loss hony ke buth c reason ho sakti
                    1 avoid money management rule
                    2 over treading
                    3 treading against major trend
                    3 treading without discipline
                    4 revenge trading / over tredingy
                    5treding without sl and tp
                    6 trading without knowledge
                    7 greed
                    8 emotional treading
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading account me loss hony ki main waja

                      Ye bat theek hay k profit aur loss har business ka hisa hay lekin is k sath sath humain mehnat bhi karni cahiay apne loss ko.minimaize karne ki kou k agar hum aesa nai karte tou humary liay success hasil karna mushkil ho jata hay is liay profit aur loss ko accept karain.lekin is k.sath sath apne loss ko minimaize karain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading account me loss hony ki main waja

                        forex mai hamy apne galtiyo ke waja sy loss hota hain inhy avoid karna bohat zarore hain pher he hum kamyab ho gy or acha bonus earn kar saky gy forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading account me loss hony ki main waja

                          If you are interested in doing this, you will always be able to make sure that you are always logged in and not logged in. This is not the case that you have been able to sell. If you are interested in making any profit, please contact us for the information or information that we have received from our business and we are interested in our business.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading account me loss hony ki main waja

                            dear kisi bhi business main lose ka hona sath sath hay q k lose iska hissa hay aur agar ham kisi bhi business main lose ki main wajha janna chahtay hain to hamain is baat ko daikh laina chaye k hamaray pass us business ki mukammal details nai hain hamaraay pass uska acha experience nai hay aur hamaray pass acha knowledge nai hay jis ki wajha say hamaray liye lose ka sabab banna zaruri ho gaya tha agar ham in baatonki tarf tawajo karlain to hamain main wajha ka bhi pata chal jayega aur hamin next lose bhi bahut kam hoga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading account me loss hony ki main waja

                              Forex me subsy Zyada Loss ki main reason lack of confidence Aur lack of knowledge hy. Agr Ap mein confidence aur knowledge nhi hy to ap loss hi krain gy. Isliye subsay sy Phly Apko forex ka knowledge hona chahyay after that apko forex me entry Leni chahyay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X