Get some loses after learn and practice.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yah bat to theak hai k forex main ap kabi b mistake nahe kro gy per baz okat loss ho jata hia. to ap ko worry honey ki zroorat nahe hai. per jab ham trading karty hai to baz okat thora bohat loss ho b jata hai to hamain is se worry honey ki zroorat nahe hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Profit aur loss to is business ka hissa hotey hain aur loss aap ko bardasht krna partey hain. Lekan learning aur practice sey hum loss ko control kr saktey hain aur loss ko kam kar key acha profit bana saktey hain. Hamain loss sey ghabraney ki bajey mistakes ko control krna chaheye.
      • #18 Collapse

        ji bilkul sahi khe rahey hy app mein app ki is bat se kafi mutassir hun lehaza yehi kehna chahun gi ky humein chayein ky hum zaida se zaida mehnat karey aur yahan zaida se zaida kam karey is kaam ko time dey jabhi hum ek axhey trader ban paye gy idher :)
         
        • #19 Collapse

          G dear ap ne bilkal thek kha ye business kbi lose hota ha kbi profit bi hota h tension ki koi bt ne ye risk h ap ko bohat experience ki zarorat hoti ha agr ap ko lose hua ha tu ap ko demo account ki tarf wapis ajn chaye wha ja kr apni galti ko betrin na hoga wrna lose ur be hoga
          • #20 Collapse

            when u start business without hard work u must have some mistakes and lak of knowledge,and lack of experience due to this things we face losses,so we worked hard make practice to save ourselves form loss.
            • #21 Collapse

              bilkul aisa hota ha boht sary traders trading sekhnay k bad bi losses karty han some time demo practice na karny ki waja se aur some time over confidence ho jany ki waja se bi. agar lossess aaty bi han to tention ni leni chaheye q k yeh business ka hissa hota ha,
              • #22 Collapse

                Learning aur practice is leye zarori hotey hain keh is sey aap loss ko kam kar saktey hain aur profit ko barha saktey hain. Forex ki demands main yeh shamil hota hy keh agar aap ney is business sey acha profit lena hy to learning krna ho gi aur demo account open kr key is main practice bhi karna ho gi.
                • #23 Collapse

                  her kisem k business man loog kafi experience or knowledge k baad bhi loss kerty ain. forex man bhi expert bhi loss kerty hain sirf new trader nae kerty but expert apna loss recover kerna janta hai.
                  • #24 Collapse

                    loss hota rehta hai humy chahiyeh mehnat karain zaida say zaida tubhi hum kamyab hu sakty hain loss hisaa hai forex ka jab hona hota hai tu hu kar hi rehta hai humy kafi sochna perta fr treade karain tu kamyab hu sakty
                    • #25 Collapse

                      No pain no gain. Bilku isi tarha jab tak aap kuch loss nahi karain ge us waqt tak sekhna thora mushkil ho ga. Zaroori nahi hai ke loss kar ke seekhain lekin loss honay ki soorat main insan bohot soch samajh ke qadam uthata hai.
                      • #26 Collapse

                        gee bhai hmein apne trading mein mistakes se jo loss krte hein us se learning hote he aur hmein apne practice trading ke sahih krne hote he aur hmein apne trading mein goog trader bnane ke lie mhnt krne hote he phr hmein success hote he
                        • #27 Collapse

                          practice boht he ziada zarori hai Q k bina sikhy hm kbi bhi market main achi trade nhi kar sakty.demo account main hm kafi kuch learn kar sakty hain.es k elawa es forum pr b hmy kafi kuch sekhny ko milta hai.agr hm proper posting krain or time dain to ye business sb se best hai.
                          • #28 Collapse

                            Forex trader loss say bhe learn krtsy hsi. Likan wo forex market msi pratice aur knowledge say bhe bohat kuch learn krtay hai. Es tarah wo es market mai expert ho jaty hai. Aur wobforex market mai regular kam krtay hai.
                            • #29 Collapse

                              G Han Bhai Zahir Hai Forex Me Profit BhI hota Hia Aor Loss Bhi Hota Hia Hum Pratice Aor Learning Ke Bawajood Hamara Loss Ho Jata hai Is Liye Dil Chota mat karain kabhi Kabhi Humein Agar Loss Ka Samna Karna Parhta Hai To Wahan Hmein Profit Bhi phir hota hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ji bilkul sahi faramaya hy app ny forex bht bara business hy lehaza is mein bht sari cheezein hoti hy jin ko humein samjna parhta hy lehaza humein chayein ky hum bht bareeki se iss kaam ko sekhey taky zaida se zaida axha perform kar sakhey idher hum :)
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X