Get some loses after learn and practice.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Get some loses after learn and practice.
    in fact, there are many traders got some loses after the learned and got practiced and it happened because they still left some mistakes in their trading until they will learn again with deeply and then they begin make profit with well
    the key is when they have a good willingness to be a good trader they will learn and practice with serious and they do not want waste their time for careless thing, and this cases, they need good patience and discipline for to do it
    please share here your opinion and it will become a good input for us
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey hum ko definitely loss hi ho ga forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa aur aap achhi earning leey sakeey geey
    • #3 Collapse

      agr aap ko baar baar trading ma loss ho raha ha tu aap ko apni mistake dhondni chaheye or aap us per practice kre ke wo mistaka ayenda na ho
      • #4 Collapse

        apko dobara demo accoun t ke step pe wapis ajana chiaye jahan ap apni galti ko theek karsakein aur is ko behter karsakein.apko trading mein bar bar loss horaha hai to apko trading ko use nahi karna chiaye balke apko dobara demo accoun t ke step pe wapis ajana chiaye
        • #5 Collapse

          zahir hai jahan profit hai wahan loss bhi hai practice aur learning k bad bhi hum ko loss ho jata hai lakin es main dil chota karne wali koi bat nahi ho jata hai kabhi kabhi agar hum ko loss hota hai tu profit bhi hota hai
          • #6 Collapse

            G nhi jo forex tradi g mein forex trading ki knowledge ki prkper learning karta hai air demo account par practice kar ke is ka experience hasil karta hai to wo is mein zrur kamyab ho ga thanks
            • #7 Collapse

              aap ki bat bilqul sahe hai learning and practice karne k bad b trading mein kafi loss ho jata hai kyn k kahin na kahin traders se koi na koi mistake ho jati hai. is liye sab ko apni mistakes cover kartay rehna chahiye aur unhain yad rakhna chahiye aur isi tarha ahista ahista aap aik ache trader bantay ho.
              • #8 Collapse

                ji haan dear yai to lazmi baat hay jahaan per profit hotaa hai wahaan per loss her haal mai hotaa haai kam loss honay say behter hay kay learning karnay say oss kam hotaa hai is say behter hai bandaa learning karay and forex mai ziyadaa say ziyadaa knowledge ko hansil kary ............
                • #9 Collapse

                  yar ahme loss se darna nahi chahie kun ke loss ki waja se ahme kafilearning ho sakti hai or loss e ahme kafi faead ho jata ahi or hame experience hasil hota hai
                  • #10 Collapse

                    forex trading main aap expert trader bhi ban jain to bhi aap se ghaltian ho jaati hain kyon k aap ko jald faislay krna hotay hain aur kabhi kabhar insaan ghalat faislay bhi kr jata hai
                    • #11 Collapse

                      Assalam-O-Alaikum ye zrori nahi hota hey key ap achi practice karen aur achi learning karen aur pher be ap ko loss he ho aur loss ho be sakta hey q key loss to dunia key her business ka hisa hota hey.
                      • #12 Collapse

                        Dear jesa k app ko oata hy k jab tak koi bhe business shuro kerny say phely app us k mutalik training nahe kertay hain to app ko us main nuqsaan he hota hy same trading main success experience py he milte hy
                        • #13 Collapse

                          Get some loses after the learn and the practice agar ap pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex
                          • #14 Collapse

                            Gee mery bhai es market mai practice aur confidence bohat zada zaroori hai. Practice ky bad ap es market mai zada profit hasil kr sakty hai. Forex market mai patience aur confidence bohat zaroori hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han app ne sahi kaha agar hamy loss ho jaye to mazeed trading karny se acha hay k ham or b zeyda practice kar k learning karen us k bad trading karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X