Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

    ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai ke Agar Hum Forex Mein kaam karte hain toh isme Hum successful kar sakte hain Magar Hum Aise mein bahut jyada mehnat Karni hoti hai aur apne Upar confidence Behal Rakhna hota hai thanks GB Road successful
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

      forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik real business hain hum agar is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai hamara koi boss nahi hain
      • #18 Collapse

        Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
        Forex trading men bahut se aesay kamyab traders hen jo sirf aur sirf trading kartay hen aur bahut ziyada profit hasil kar rahey hen iss ki waja yeh hoti k woh mehnat aur hardworking se kam kartay hen iss liay unn ko koi aur job ya business karnay ki zaroorat nhi hoti forex trading hi unn ki job bhi hey aur business bhi hey
        Alaikum Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha Agar Hum logo ko trading karna AJ acchi Tarah Se to Hame Kisi Aur Business mein job ki jarurat Nahi padati Aur Hamare liye sirf Fox business trading hi Kafi rahti hai usse Hamari bahut acchi earning Ho Jati Hai Shukriya
        • #19 Collapse

          Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

          yes brother agar hamko achi trading krni ajaye to hamko kisi bhi aur kaam ki zarurat nai hay aur agar ham is baat ka andaza lagain k is main iski aik din ki earning pooray month ki sellery say ziada best hay ham kisi aur job ya business main itna ziada earn nai kr saktay hain jitna ham ko markeet main trading anay say mil sakta hay jo itna acha business mil jaye to mairay khayl say hamko koi bhi aur kaam krnay ki zarurat nai hay.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

            G forex trading business aik buht acha business hy aur forex trading business mein earning bhi achi hy aur agr hum forex trading business ko learning knewledge aur experience hasil kar k kartay han tu is se buht acha profit earn kar saktay han aur agr learning knewledge aur experience acha ho tu phr buht acha profit earn kar saktay han aur buht se log forex trading business hi kartay han aur forex mein bas learning ki zaroorat hoti hy

            اب آن لائن

            Working...
            X