Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?
    Forex trading men bahut se aesay kamyab traders hen jo sirf aur sirf trading kartay hen aur bahut ziyada profit hasil kar rahey hen iss ki waja yeh hoti k woh mehnat aur hardworking se kam kartay hen iss liay unn ko koi aur job ya business karnay ki zaroorat nhi hoti forex trading hi unn ki job bhi hey aur business bhi hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

    G bilkul mn apki bat sa agree krta hon forex trading mn agr experience ho jay aur banda trading seekh jay to meray khial mn kisi aur job ki zroorat naen forex trading sa he achhi earning hasil ki ja skti ha lekin is k liay mehnat krni prhti ha aur trading ko time dena prhta ha
    • #3 Collapse

      Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

      Mehnat aur hardworking walay traders bohat acha kama rahay hain asay traders hain jinko job ki zaroorat nahi hay kyun kay already wo acha earn kar rahay forex pe zahire hay unho ney ahci hardworking ki then unko forex sey aik handsome income haasil horahai then unko zaroorat nahi kisi job ki hum bhi achi mehnat sey expert mei shamil ho saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

        G han forex trading business bht hi acha or profitable business hai agr hm es ma experts or experienced ho jaty hain to hmy kesi or business ki zarort nahe parti hai because es se hmy itni earning mil jati hai k hmy kesi or job ki zarort nahe parti hai hm achi earning kr k necessary needs fulfill kr skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

          G sir bilkul right kuch b kam krny k liye hardworking, knowledge aur experience hona important hai aur trading mn jo koi hardworking knowledgeable aur kam k experience rakhta hai wo kafi acha profit kama sakta hai is liye successful traders apna zada time trading mn lagty hain aur hardwork k through bohat acha profit b receive kerty hain unko ksi aur job ki zroorat nehi hoti yehe inki job aur business b hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

            Janab agar achi sy achi trading bhi ap learn kr lain acha bonus or kafi ziada profit bhi ap hasil krny lag jain tub bhi ap ko alag job ki zarorat hay kiun k forex sirf apko thora bahut support karta hy.
            • #7 Collapse

              Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

              Brother duniya main koi b business start kar lainy us k liay hard work karna e hota ha ar es k sath sath ap ko experiance ar knowledge ki bhi zarort hoti ha han agr ap ashy traders main shamil ho gay hain phr ap ko ksi bhi jon ar business ki zarorat nahi rhti ha because forex main trading ap ko asha earn day sakta ha but agr ap k pass free time ha to ap koi bhi business ya job kar sakty hain because har time to trading nahi ki ja sakti ha
              • #8 Collapse

                Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

                Yes. I Agree No Doubt Ke Agr Proper Working Ajye Trading Positive Karein Hum Aur Earning Karein Tou Hamey Aur Kisi Work Ya Job Ki Zarrorat Nai Hy. Aur Bilkul Thek Kahan Apne Ke Aise Log Jo Achi Earning Karein Hy Unke Piche Unki Mehnat Ka Bhi Kamaal Hy. Kuch Shaq Nai Is Me Ke Jo Bhi Banda Forex Par Sincerity Ke Sath Hardworking Karta Hy I Think Its Confirmed Ke Usey Uska Phal Zarrorr Milt Hy
                # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                • #9 Collapse

                  Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

                  Trading ek bhut bara risky busines hai jo k experience or knowledge k ilawa loss hi deta hai. Lekin agr ap isko time dyn to yeh apko asan lgna shuru hjaye ga or ap ko tactics samajh ajyen gy k knse indicators market ko kis trha predict krty hain. Agr ap inko achi trha smjh jayen to ap trading pr full rely kr skty hain or kisi job ki zrurt nhi rahy gi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

                    Agr apko acja profit ho raha ha to koi or business ya job krny ki koi zarort nai prti.lekin acha profit hasil krny liye bht zarori ha ky hard work kia hay experience sy faida liya jay. Or ak achy trader bnny ky bd bs zayada sy zayada time siya jay ta ky koi or job krny ki zarort e na ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

                      forex aik online business hain agar hamy ache trading kane aa jy to hamy kise job ke zarorat nahi hote hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

                        Yeh baat tu sach hai k forex trading aik boht acha profitable business hai jis se boht se traders achi earning kr rhy hein lekin is k liye waqt lgta hai aur experience chahiye agr experience acha ho tu is business mein itni earning hoti hai k koi bhi job ki koi zarorat nahi prti,boht se traders daily acha profit hasil kr rhy hein.
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

                          forex ma bht achy traders b hain jo hardwork kr k srf or srf yehe business kr rhy hain koe or kaam nae nah job. kew k un k pass experience or knowledge ha woh achi trading krna janty hain tu es lea woh srf yehe business krty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

                            Assalamualaikum dear friend Agar Hame Forex trading Karni Ajay Tu Hume Achha profit Hustle karne ke liye aur business b start kar Shakti hi Forex trading yeh ek online job hai jo hum part time b kar sakte hain isliye Hame Forex trading say Achha profit Husal ho raha ho Phir Bhi Humein agar koi jobMile to kar Leni chahiye Agar Hamare humare knowledge or experience hi mehanat kar ke aur kaam star Karenge Tohar mai kamyabi zaroor milegi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agar achi trading karni aa jay tu phir kisi aur job ya business ki zaroorat nhi?

                              je ma ap ki baat se mukamal agree karta houn k forex aik best online business jis ka koi aur business muqabla ni kar sakta ha is business ma admi aik huge profit kama sakta ha jis ki koi limit ni ha magar forex trading ma agar ham thodi si mehnat aur apna knowledge badha lain to hamain kisi aur job ki zarurat hi nai ha is se ham bhat asha profit kama saktay hian is lye jo expert traders hain woh is se bohat asha profit kama rahay hian uno ne forex traing ko full time job ki traha professional apna lia ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X