Greed Is Enemy in Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

    forex mai lalch hamara dusman hain hamy isy avois kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai hum investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

      han G ap ke bat theak hye har koyi yehi bat karta hye ke lalch bore bala hye but phr be hum kar jate han asl me hum as bussiens me new hote han hum samjte han ke hum short time me as se acha earn kar leain ge to hum big lot size use krte han js ke waja se humra account humri samene be wish ho jata hye ye ak bar nahi hota hye bar bar hota hye phr be hum apne tradeing se as lalch ko out nahi kar sakte han jin ne apne tradeing se as lalch ko out keya hye to wo logo as bussiens me kamyab chal rahe han all time
      • #18 Collapse

        Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

        اصل پيغام ارسال کردہ از: 888 پيغام ديکھيے
        Mein Forex Forum Mein Un sbhi logon se pochna chahta houn, ke akhir wo Forex Trading mein lalch kyun krte hain, jb ke un ko pta bhi he, ke ye buri balaa he, phr kyun??
        اسلام علیکم جی بھائی جان لالچی ایک بہت ہی بری بلا ہے اگر ہم اس کو کنٹرول نہیں کریں گے تو یہ ہمیں دیمک کی طرح کھا جائے گ اور اگر آپ اپنے آپ کو محفوظ رہنا چاہتے ہیں تو اسی چیز کو اپنے اندر سے نکالنا ہو گا اور کبھی بھی لالچی بن کر ٹریڈ نہیں کرنا ہوگی
        • #19 Collapse

          Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

          Forex trading main greed trader kay liye boht bari mosibat hay. que kay greed ki waja asy trader aksar loss leta hay. jab profit ho jata hay to zayada profit lenay ki waja say trade open rakhta hay. exit point say exit nahi kerta aur loss ho jata hay aur loss ki sorat main loss na lenay ki waja say trade ko open rakhta hay kay market wapas aye gi to loss khatam ho jaye ga. aur is sorat main zayada loss ker leta hay.
          • #20 Collapse

            Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

            hello dear brother forex trading bahot hi profitable bisness ha lakin is ma jb bhe hmara nuqsan hoota haii us k pechai wjaah hmara lalch hee hOtaa hai jbb bhe hum ziada lalach krtaii hain us tradee mein hee hmaain nuqsaan hOotaa haii.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

              Salam g bel kul greed aik enwemy hai trading k leye hamy kisi b kam my lalach nahi krni chahiye aur pher is business my to bel kul b nahi kyun k forex aik resky business hai is my lalach kr k hm bohat loss hasil kr sakty hein trading asaan kam nahi hai bohat hi soch bachar kr k trade lagaen

              اب آن لائن

              Working...
              X