Greed Is Enemy in Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed Is Enemy in Forex Trading
    Mein Forex Forum Mein Un sbhi logon se pochna chahta houn, ke akhir wo Forex Trading mein lalch kyun krte hain, jb ke un ko pta bhi he, ke ye buri balaa he, phr kyun??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

    Greed ko apni trading sey door rakhain greed hamesha loss deti hay best trading wohi hoti hay jiss mei aap planning sey kama kartay hain small target rakhtay hain magar lalach nahi kartay hain wohi kamyab hotay hain so jo bhi trading ka setup aap select karain wo just pure ho kisi bhi kisam ka uss mei lalach shaamil nahi hona chahiye
    • #3 Collapse

      Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

      G han yeh aik hakeekat hey k lalach buri bala hey iss liay jo log ziyada profit ka lalach kartay hen aur woh jaldi nakam ho jatay hen iss liay jitna ho sakay lalach se bachen aur khud ko kam profit pe agree karen lalachi log bagher learning k aur experience k trading start kar letey hen aur ziyada profit k chakr men bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se loss ho jata hey
      • #4 Collapse

        Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

        Lalich hamesha bandy ko nuqsan ki taraf ly jata ha and forex ma to aksar greed ki waja sa profit wali trade loss ma chali jati ha ea leye humain her hal ma greed sa bachna chaheye
        • #5 Collapse

          Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

          is bussines mein agar koi hmara dushmaan hai hmara greed...jb bhe hmara nuqsan hoota haii us k pechai wjaah hmara lalch hee hOtaa hai jbb bhe hum ziada lalach krtaii hain us tradee mein hee hmaain nuqsaan hOotaa haii....agaar hum is chez ko controlee kr laitayy haiinnn hain aur apanii anadar sabaar paidaa kr laitayy haiin to hmain uska yeh faidaa hai k hum forex k is bussinesss mein achaa kam kr sktaii hainn
          • #6 Collapse

            Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

            Ye bat bilkul.theek hay k forex trading aik aesa business hay jis main ap.tab tak kamiab nai ho sakte jab tak ap lalach ko.nai chorte is k bawajod boht se trader aese hain jo ye jante huwe bhi greed karte hain aur apna loss karte hain agar ap aik ache trader bnana cahte hain tou is k liay ap ko save trading krni cahiay aur lalach bilkul nao karni cahiay
            • #7 Collapse

              Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

              greed aap ka pessa khaa jati hy yeh forex trading mn bohot nuqsaandeh hay , greed usay kehty hen k aap ki trade aap ko aap ka acha return day rahi hoti hy pr aap uc mn zayada k chakar mn parh jaatay hen or ic chakar mn aap sab kuch lutaa bethty hen, ic liye ic ka hal yeh hy k safe trading k baad safe exit he aap kaam aye ga so trade safe exit safe.
              • #8 Collapse

                Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

                Lalich buri bala ha jub bhi ap k mind main lalich aye ga ap loss karo gay forex main trading karty hoay agr ap k mind main lalich a jay to ap ko loss ho ga lalich ki bijay ap proper planning say trade kariny to ap ziada profit earn kar sakty hain but traders hoty hain lalchi wo thoray waqat main ziada earn karna chahty hain wo market ka trend nhi nahi dekhty hain keh market suitable ha trade k liay k nahi agar traders lalich karny ki binay planning say trade kariny to wo asha earn kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

                  Bilkul forex main greed sab se bara dushman hy greedy person forex se kabhi bhi earning ni ker sakta lalach app ko hmesha loss hi dy ga kabhi bhi profit ni dy sakta is lie lalach se hmesha bachain or greed free trade krain lalach sirf knowledge gain krne ki krain us main app ko benifit ho ga lekin trading main bhool ker bhi na krain greed app ka sab se bara dushman hy
                  TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                  Please visit my trading journal from here
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

                    Greed ka ye kaha jata hay ye itni harmful hay kay trading mei aik trader ki enemy hay aur enemy aap ko kabhi bhi kamyab nahi honay deta jo log trading mei loss kartay hain wo mostly loss ki wajah sey he loss ka shikar hojatay hain jo log trading sey enemy nahi nikaltay enemy sey kaam letay hain wo log kabi acha profit nahi ley saktay
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

                      Forex trading mai greed apki sab se bari dushnan hai kuen k jab ap apna acha profit le k apni trade se exit karnay ki bjaye greed mai aa kar trade ko open chortay hain to apko loss ho jaata hai is lye apni trading mai greed ko shamil na honay dain aor thoray profit p hi guzara kar lain
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

                        BiLkuL Sahii Baat ki Hai dear aap Ne....greediness BhoT BaRi eNeMy hai TradiNg Main....hameN ChaahiYe k AgaR Achi or Profitable Trading karni Hai or AccoUnt Ko SeCuRe Bhi Rakhna Hai To HameSha Kam inVest kaRna chaahiYe is se Na Sirf Lott SiZe kam HoGa BaLke Agar pRofit huaa To bhoT acHi AmoUnt main Hoga oR aGaR Loss Bhi Hogya To EaSiLy reCoVeRAbLe HoGaa...
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

                          Boss jab ham forex mien kaam kerte hien aur as mien greed kerte hien tu ye hamara asal dusnman h q k jab ham per hamara lalach galib a jata h tu hamain as mien ye umeed belkul b na kerni chahye k ham as mien kuch b kam sakty hien as lyee hamain as mien lalach sy bhoot door rahna hota h aur mehnat per yaqin kerna hota h.
                          • #14 Collapse

                            Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

                            G bahi apnay sahi bat boli hai k greedy insaan kbhi bhi long term kisi bhi firld mai survive nahi kr sakta jb hum log koi job kerty hai ya koi chota mota business open krty hai tu hamare dimagh mai hamesha ye hota hai k hame ye business long time run krna hai kbhi bhi hum short term ka nahi sochtay or jo log greed krtay hai 2 4 month tu unhe profit hota hau but phir log unhe pehchan jate hai k ye business chalanay wala 2 number hai or hamara business flop hu jata hai tu behtar hai forex mai bhi greed na akren Thanks!
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Greed Is Enemy in Forex Trading

                              agar hum forex lalach karen gau to es chakar main market main achi earning nai hoti ulta humay market main nuqsan ka dar he hota hay es liye humay chahiye keh es business main khoob focus karen aur sabar kay sath he kam karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay es business min

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X