Agar hum aik hi pair par kam karain to is ko samjhna asan hota hy. Kuch pairs buhat tezi sey up aur down ho jatey hain aur in main EUR buhat aham hy. Main GBP/USD main ziada tar trading karta hoon aur yeh mujhey kafi munasib pair lagta hy. Baqi depend karta hy keh aap kis pair main trading kartey hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим