what news affects the forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    g news bht ipmportant hain forex main .in ka bht effect hota ha.forex ak best earning way ha.forex ak best online work ha jis main koi cheating nahi ki jati. agar koi trader is main mehnat se kam kra puri knoledge hasil kry to is main kamyabi hasil kr skta ha ,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      news fundamental analysis me a jati hai or news se humein market ki fluctution ka pta chalta hai k market is waqt kis taraf move kar sakti hai or humein kitna profit de sakit hai. News ka market par bohat effect hota hai or high impact news se market ki fluctuation kafi ziada hoti hai.
      • #198 Collapse

        forex market main news bhot effect karti hain positive tareeqe se bhi aur negative se bhi kiun ke jab hum trading karte hain to hum pehle market ke indicators aur uske sath sath market ki news ko bhi watch karte hain kiun ke asa karna bhot zarori hai forex main kiun ke baz auqat market bhot taizi se up hone ke bad down hoti hai aur gar hum bagair market ko dekhe tarde lagate hain to hamen is main loss hojata hai isliye hamen forex main dekh baal ke trading karni chaye
        • #199 Collapse

          news are an economic factor of a currency which can be very high impact, medium impact and low impact on the market but we can't easily trade with news. These are so effective but also too risky to trade on its peak time. So, me personally news ko like nahi karta or apna focus ziada tor pe technical trading analysis per deta hoon.
          • #200 Collapse

            G BILKUL news ka aser to market per lazmi tor pr prta he magar ye janna zururi he k ap kis cheez mein trade kr rahe ein aur phir us se related news per bhi nazar rakhein to ye ap k liye behtar ho ga.
            • #201 Collapse

              I think if there has some big news from countries like America ,e.t.c it can effect forex like it effects share market but normally it does not really effect forex so be aware of international news because that can effect your trading.
              • #202 Collapse

                jab ap forex main New York session main beithy hoty hain to kafi sari news ap ko aur markete ho effect kerti hain wo kafi sari financial reports datas and reports hain sath hi sath kaoi b aisi news jo war ya pher destruction ko lead kerti hai us say markete kafi effect hoti hai. pher jab US president ya FED memebers ki speech say effect hoti hai.
                • #203 Collapse

                  jee haa dear forex trading mey news kaa effect laazmi hota hey or aap ko aisa karna hoga key aapa ko jab trading karni hogi thab aap ko chahiaye key ye daik ley lkey news ka time to nahi kio key aksar news key time pey loss hota hey
                  • #204 Collapse

                    yes brother as other says trading pe na sirf market me hr business pe news boht effect hoti han ....forwx trading aam business ni ha is ko boht carfully ly k chlana perta ha so its very complex but also easy work just take fully etention.............
                     
                    • #205 Collapse

                      there are various economic news that propel the fired market. I can even say the forex market is a reaction market. The reason is that the currency of a nation will fall when unfavourable situation arise in the country and grow up when there are growth in the level of exportation. so new like natural dissaster will cause a sudden fall in the price of the currency.
                       
                      • #206 Collapse

                        Dear news Forex Trading main bohat important hay . News say Forex Trading main Market ka trend banta hay . Internet pay bohat si websites hay jaha say aap ko Forex trading ki news ka pata chala skta hay .
                        • #207 Collapse

                          aap k contry ki ya phir international news or dunya main hone wale politacal ya important financial incidents forex ko effect kerte hain. jaise k agar aap k country main koi political buh`ran a jaye, koi bara bank ya industry defaulter ho jaye ya koi dusra bara hadsa ho jaye. is k ilawa aap k mulk k halaat bhi forex market ko effect kerte hain.
                          • #208 Collapse

                            yes forex trading me new boht zeada effect krtin han or at the time of news trading me loss bhi hoskta ha so be carefull ho k trading krna perti ha accourding to news ap agr zahant se kam krin to boht profit earn kr skty hin........
                             
                            • #209 Collapse

                              bhai g forex me sub kuch idher odher kr deti hai market, agr trend by ho to sell b ja sakti hai buy ko strong buy b kr sakti hai market kay her trend ko change kr deny wali he news hai iska bohat asar perta hai market me.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Jee forex trading main news bohat asar dalti hay es time hum trading soch samjh kar karni chahiey kyun keh es time main market main movement bohat tez hoti hay agar hum market ko samjh kar trade karen to hum es say profit bna sakty hay.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X