what news affects the forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    mere dost mujhy forex ki news k bary main mujhy pata na hee hy k kaha se le ja sakti hy or kon se achi wepsaid hy k jaha se god anylesiss mil saky or kaam kr saky gee,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      forex trading aik bohat hi acha online business hi jis main news important role play kerit hain agar ap ko forex trading main earning kerni hi to ap ko cheye ke ap bi learn ker ke achi earning kero then hi ap aik acha trader ban sakoo gye
         
      • #213 Collapse

        forex trading main news ka effact bohat he ziyda hotha hain. kiyoo forex traidng main jhabe kisi be pair ka news atee hain tu forex trading main bohat he ziyda movement ah jatee hain forex trading k market main jiss main pir jin trader ko forex trading k bary main expereince hotha hian wo is si ek acha profit earn kar sakty hain
           
        • #214 Collapse

          there is more to news trading and that is why I have decided to stay away from it. the first reason Is that I cannot just enter the market and start to trade without market news, secondly, the correct interpretation of the news is another vital point, thirdly, it is difficult to know the exact Dept or precise extent of the news effect on the market. but technical analysis does not affect any of these.
           
          • #215 Collapse

            ji bilul news se forex main up down hota hai lekin news se zida zarori data hota hai agar ap trading karana chahty hain tu ap ko data pe tawaja dene ho gi .aur market ke trend pe agar trend positive hai tu ap ko buy karne ho gi agar negative hai tu short karni ho gi
            • #216 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: karachi100 پيغام ديکھيے
              ji bilul news se forex main up down hota hai lekin news se zida zarori data hota hai agar ap trading karana chahty hain tu ap ko data pe tawaja dene ho gi .aur market ke trend pe agar trend positive hai tu ap ko buy karne ho gi agar negative hai tu short karni ho gi
              bhai jan forex trading me news ka bohat amal dakhal hota hai or forex trading agar up ja rahi hai or news down ki ajaye to aik dam aap ki trade wrong direction me chali jati hai is lye jis waqt bhi news aye aap us waqt us pair ki ya us metal ki trading na karen .
                 
              • #217 Collapse

                bhai news kay zariye bhi humain market kay baray main achi information mil jaati hai lekin humain khud se market ko analyse karna chahiye taa kay hum aik achi trade open kar sakain kyun k baaz dafa news se sahi information nahin milti.
                • #218 Collapse

                  Dear well the news affects the forex could be the half of the way as it says from all that the target goes more or sometimes says about the profit goes more through target.
                   
                  • #219 Collapse

                    news trading m bohat ziyada important ha is k waja s humy bohat ziyada information milty ha yani is k waja s hum market k trend k information milty ha k trend kia ho ga jis tarha k news hoty bilkul wahi hota ha forex m
                    • #220 Collapse

                      dear bhai jan news to market men halchal mascha dete he jab koe news ate he to accont double ho jate hen or jo badqesmate se olt tyrade men hote hen on ke wash bhe kar dete he jab bhe trade karo news ko wach kar ke trasde karo
                       
                      • #221 Collapse

                        News asal me kese currency k mutabiq hoti hy k yeh strong ya weka hoga. so usky sath jurra hua jo pair bnta hy toh wo direct effect krti hy oor us nes k sath wo up ya down hona start krti hy..
                           
                        • #222 Collapse

                          news ka thora buhat effect hota hai forex market men currencies per jis se market men thora trend bhi change ho jata hai is ley news ko read kerna cahye jis se hamain market ka kuch andaza ho jata hai or trading kerny men asani ho jati hai.
                           
                          • #223 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: zeeshanjaved پيغام ديکھيے
                            what news affects the Forex? please tell me how news affect the Forex trading ? how positive and how negative news affects the Forex trading and how much risk is involve in it ? :confused:
                            Jab bhi koi forex news aati hay to market main aik dam say movement ziada ho jati hay aur es movement say bohat say loog profit hasil karty hay aur bohat say loss kar jaty hay.
                             
                            • #224 Collapse

                              i think news zarror dekhni chahiye es se kafi elam hota hai mareen ke ray se kafi faeda hota hai jis se hamay samay se pehle experience hasil karsaktain hain ju en cheezo ku tarjeer nahi deta wo kafi daer se seekh ta hai aur us k liye kafi muskalaat pada ho sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                jab bhi koi currency up ya dpwn hoti hai to news se hamain pata chal jata hai or market men bhi is ka effect perta hai is ley hamain news ko bhi read kerna chahye jis se hamain market men profit kamany ka moqa milta rahy.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X