Is loss is necessary to get profit in the forex??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    Khair zaroori to nahi hai lekin jab apko loss hota hai to ap us se learn kartay hain jis ki waja se next time ap wo ghalti nahi dohratay jis ki waja se pahlay nuqsan uthaya ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      han g loss b necessary hai high profit k lai q k agr ap koi loss nahe karo gy to ap seekho ga nahe is lai lazmi hia k agr ap ko koi loss a jata hai to ap us loss se learn karin or next us loss se bachain. or yahe cheeze ap ka forex ka andar experince hota hai.
      • #753 Collapse

        yar dekhein 1st stage pe tou aksar logo ko loss hua hi karta hy aur is k badley mein wo bht kuch sekh jatey hy lehaza starting mein loss ko agr hum thora positively dekehin aur samjhey tou jhum apni us stage se 1 level uper barh sakhtey hy agr hum agli baar us reasin se bach jaye jis ki wajah se huemin loss hua tha
         
        • #754 Collapse

          jab hum trade karty hain to humain learning kar kay kam karna ho ga kun kay humain hard work kar kay practice kar kay kam karna ho ga humain hard work kar kay kam karna ho ga
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #755 Collapse

            Ap ko pata hai k forex market mai loss bhe hai aur profit bhe. Likan agr ap no forex market mai profit ear krna hai tou ap ko es market mai plan ky mutabiq kam kray gy tou ap ko earning ho gy.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #756 Collapse

              agar humay forex trading main loss hota hay to humay es waja say pareshan nahi hona chahiey kyun keh es waja say hum esmain theak say earning nahi kar sakty humay apni galito ko theak kar kay trading karni chahiey

              اب آن لائن

              Working...
              X