Is loss is necessary to get profit in the forex??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    "

    dear lazmi nai hota k apko loss ho tb bhi apko porofit hoga dear ager ap treading achi karo gy apki peractse ach hogi laearning bhi achi hoge to ap first time main hi apko porofit ho sakta but forex aik risky busines hae es laey apko loss bhi hota hai

    "
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      "

      dear lazmi nai hota k apko loss ho tb bhi apko porofit hoga dear ager ap treading achi karo gy apki peractse ach hogi laearning bhi achi hoge to ap first time main hi apko porofit ho sakta but forex aik risky busines hae es laey apko loss bhi hota hai

      "
       
      • #738 Collapse

        jab humain loss ho jata hai to humain apni galti ka shidat se ahsas ho jata hai islye m ere khayal se ager kabhi loss ho jata hai to us ko negitive way main nahi lena chahye balkay positive way main lena chahye aur work kartay rahna chahye disheart nahi hona chahye
        • #739 Collapse

          my dear bhai jan jab ham koi b kam karty hain koi b business start karty hain us ma nafa uqsan tu hota ha yeh b forex same asa hi hai agr samj kar kary tu nafa zeada ha aur nuqsan kam...!!
          • #740 Collapse

            a lil bit true but not always its true coz loss se hum bach sakty hain but apni strategy ky sath hum loss se hi profit bana laety hain is liay yh statement kabi kabar k liay to thik ha but not always.
            • #741 Collapse

              forex me loss hota rehta hai but loss se bach kar chalne me he aap ki kamyabi hai or mind me aik plan or aik target set ho kaam karne ka to he aap ko trading me kamyabi hasil ho pati hai or trading me sab se main trend follow karna he hota hai jis se zada ache result hasil hote hain .
              • #742 Collapse

                G han is business me loss is business ka sb se main hisa ha is business me hmen loss se hmeshah acha lesson hasil krna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hmen loss se hi hmeshah achi learning hasil ho jati ha is business ki asani se
                • #743 Collapse

                  jee janab mjhe yeh lagt hae k agar ap Forex trading k iss business main profit gain karna chahtay ahin tou sukay liye loss ka hona bhi buhat zaruri hae kynk loss honay se hamen ek achaa experience milta hae jo agay ghaltiyon se bachata hae..
                  • #744 Collapse

                    g bhai forex trading mien loss to har kisi ko hi hota hia lekin is mien kamiyab wo hi hoga ke jo is mien apne losses ko manage kare,agar apne apne losses ko manag ekar liya to ap zaroor kamiyab honge.
                    • #745 Collapse

                      g han fore tradiong har kisi trader ko loss hota hai is mien wo hi tarder kamiyab hai ke jo is mien apne losses ko manage karta hai is liye ap bhi apne losses ko manage karen.
                      • #746 Collapse

                        Beginer stage pe ye statement bilkul theak hai k trading mein loss ko face karne k bad he insan kuch aisa seekhta hai jis mein ap profit ko hasil karne ki technique seekhty hain aur top level pe ye statement 20 % true sabit hoti hai qnk us stage pe ap is kabil hoty hain k ap trading ko karty he aise rules pe hain k profit he milta hai
                        • #747 Collapse

                          necessary tu nae hai but ye hai k jub trader trade open kerta hai tu ju commision or spread ki weja say start man hi minus man chali jati hai. jis ku loog loss samjhty hain loss wu hai ju ap ku trade close pay mily.
                          • #748 Collapse

                            I think k forex trading main loss aik necessary cheez hay loss kia bgair hum forex trading se profit earn ni ker sektay kuin k loss to business ka aik hisa hota hay aur forex trading aik ziada risky business hay but ager aik trader k pass forex ka perfect knowledge aur experience ho to wo is loss ko recover ker sekta hay.
                            • #749 Collapse

                              janab mai yeh smjhta hoon k loss ka hona bhi buhat zada zaruri hae... kynk jab hamen kabhi bhi Forex main loss hota hae tou hum pehlay se zada conscious ho k zada se zada mehnat or practice kartay hain takay hamen jin waja se loss hua ho wo hum point out kar saken or unhain repeat na karen
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                los hona bari baat nahi hai loss asni say profit main badla ja sakta hai humy cahiyeh mehnat krin or slow slow kaam karain tubhi kamyb hu sakty hain or loss ho raha hu tu profit b hu skta tension na krain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X