Sentimental analysis kia hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    jnab hum jab trading karty hain to humain is main loss b ho sakta hay or humain is main profit b ho sakta hay or humain is main analiysis kar kay trading main kam karny say loss km hota hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      jnab hum jab trading karty hain to humain is main loss b ho sakta hay or humain is main profit b ho sakta hay or humain is main agr success hasil karni ay to humain is main analysis karna ho ga
      • #468 Collapse

        Forex trading mai sentimantal analysic ka kiya kam hy is ke bare mai mja koch nai pata ager kici ko koch pata hy tu plz mja be share kare ta ke mai faida la sakoon
        • #469 Collapse

          mery khyal main ye es baat kay analysis kia jata hay keh market main aik he pair par konsi ziada trade ki gai hay buy ki ya sell ki to esko daikhty huway he market main enter huwa jta hay
          • #470 Collapse

            gi nahin mujhe bilkul is kay baare main nahin pata hai kay forex charts kiya hote hain aaur inka kiya kaam hota hai aur yeh kis tareeke se work karte hain aur hum kia karsakte hain is se
            • #471 Collapse

              sentimental analysis bi iak acha information hai sentimnetal analysis bi fundamental analysis ki hi tarah say iak bara kamiyab indicator hai is market me apko sub say acha faida yehi hota hai kay jub apko market me achi infomation ho gi
              • #472 Collapse

                what are the sentimetal analysis of the most for the earning and the like of the very most of the great and the sentimetal
                • #473 Collapse

                  Fundamental anlise or sentimetle anylies or technical anylies Ye teno asol zaori he mager meri malomat in sab k bary me buhat Kim hehe jis ki waja se me kuch nahi keh sakta lekin Ye rules trading k liy zarori he
                  • #474 Collapse

                    jnab hum jab traidng karty hain to humain is main kar kay kam karna ho ga tak ay huamin trading main loss nai ho saky or humain nis main agr success hasil karni hay analysis karna ho ga
                    • #475 Collapse

                      may to sirf fundimintal analysis k baray may jaanta hon sentimintal analysis ko nahi jaanta meray khiyal sey basic cheezo ka hamay pata hona chahiy ager deep jaanay ki koshish karaingay to loss hosakata hy
                      • #476 Collapse

                        es kisam kay analysis main hum ye daikhty hay keh keh market main ziada tar traders konsi position main hay matlab buy main hay keh sel main aur hum es hesab say analysis karty hay keh kaisay market say profit earn kea ja sakta hay
                         
                        • #477 Collapse

                          jnab mujy is kay bary main nai maloom hay main is kay bary main nai janti hun humain trading main agr kam karna hay to huamin trading main learing karni ho gi ta kay huamin trading main succcess hasil ho saky or humain loss km ho skay
                          • #478 Collapse

                            jnab hum jab trading karty hain to humain s main learning karni ho gi ta kay humain trading main achy say profit hasil ho saky or humain s main sentimentle analysis say humain trading main kafi achi help hasil ho sakti hay achi earning hasil ho gi
                            • #479 Collapse

                              sentimental analysis ki bi learning planig kay sath trade karnay ka bohaty hi bara point hai sentimental analysis trading ko acha kartay haiu apko achay profit detay hai aur earnitg ko posotive kartay hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                bhai ma bi forex me new ho mj abi sentimental analysis ka kuch zeada pata ni hay. abi mane jo study kia us hisab sy mj ye lgta hy ke sentimental analysis kisi ke opinion ko use karty howy kiye jaty hay agr ham ye karty rhy tu iska hamari trading par positive effect pary ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X