Sentimental analysis kia hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    jnab mujy is kay bary main koi khas maloomat nay main forex trading main new comer hun huamin trading main learning karni ho gi ta kay huamin trading main achi eanring hasil ho saky or huamin is main practice kar kay kam karna ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      ap is buiness ko learn kro ap ko sab ilam ho hjai ga ye aik risky buiness hai is ko bahut ziyada sekha jata hai ye aik online buiness hai aur investment sy kiajata hai ye aik real karo baar hai
       
      • #483 Collapse

        jnab hum jab sentiment analysis ko use kar kay kam karty hain to huamin tradinng main loss km ho tahay huamin is main kam kar kayy humain trading main achi earning hasil ho sakti hay or huamin trading main success hasil ho gi
         
        • #484 Collapse

          ye aisay analysis ko kehty hay keh market main us pair par ki jany waly traders ki ratio maloom ki jati hy keh forex trading main kitnay traders buy main hay aur kitnay sell main so humay aisay he market ko theak say daikh kar trade karni chahiey
          • #485 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: shahid110 پيغام ديکھيے
            plz give answer of my question what are the sentimental analysis.
            and also tell about benifits of sentimental analysis in forex market
            mery knowledge kay mutabiq sentimental analysis wo analysis hotay hay jo keh market main traders ki position ko daikh kar lgaye jaty hay so agar hum theak say ye analysis karen gay to bohat acha market main earn kar sakty hay
             
            • #486 Collapse

              gee bhai forex trading mein bhe sare cheizn hein jo keh hmein learn krne he to forex trading mein yeh sentimetal aur fundamental waghara bhe smjhne hote hein aur jb en ka knowledge ho jata he to apne trading mein sahih kam kar ke ache earning milte he
              • #487 Collapse

                mere khyal me dear ye wo he jis se hum or kese se pta karte he or is me hum ko pta chalta he k market ko kis tarha se analyisi kia ja raha he lekin ye proper nai hote is liye apni hikmat k hisaab se hi kamm kanra chahye
                • #488 Collapse

                  forex trading mien charts kod ekh kar apko pata lagta hia ek is mein enter log kia soch rahe hian isko hi sentimental anaysis kehte hian apko ye bhi seekhna chahiye.
                  • #489 Collapse

                    hello friends, forex aik bohat acha online bussiness hy, is sy bohat sy logon ko faida hota hy, but main abi is business main new hon so mujhy nahi mallom k sentimental analysis ki hota hy...aap k quetions sy mujhy bhi bohat aham information hasill hoti hy.....
                    • #490 Collapse

                      trading kay bary main humain analysis kar kay kam karny main humain trading main loss km ho ga or humain is main fundamentle analysis or humain is main sentimelte analysis say humain trading karny main profit ho ga
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #491 Collapse

                        forex trading main kaam karny ky loiyue bohat si statrgis ki zarorat hoti hai aap ko iss kaam main jahan sy bhi madad milti hai aap ko lakar iss main faida uthana chHYE iss main aap ko mahnat karni hogi.
                        • #492 Collapse

                          dear sentimental analysis ka to mery knowledge me nahi hay, technical analysis ka knowledge to hay ye to koi exert trader hi bata sakta hay k sentimental analysis kia hota hay.
                          • #493 Collapse

                            mery knowledge kay mutabi sentimental analysis main ye daikha jata hay keh kitnay traders ek pair ko buy kar rahy hay aur kitnay sell aur es hesab say hum market main trade lgaty hay eskay sath sath humay other analysis ki bhi need hoti hay
                            • #494 Collapse

                              Sentimental analysis se murad ye hay k dusray traders aur experts ki statement ko dekha jaey k jo trade hum lganay ja rhay hn us k baray un ki raey positive hay ya negative hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                fundamental or technical analysis he me janta hon sentimental analysis ke bare me mene ab tak parha nahi hai forex ki market me agar aap hardworking karte hian or ache se is business ko le kar chalte hain to bas fundamentals or technical analysis ke zarye bhi bohat kama sakte hain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X