A professional trader is not an emotional trader
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    Gee mery bhai ap ki baat bikul durast hai. Jo bhe es market mai Jo bhe professional hai wo es market mai confidence aur patience say kam krtay hai. Wo wo es market MSI emotional trading nahi krtay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      Aik professional trader banna hy to apney emotions ko control krna ho ga aur patience aur sabar key sath trading krna ho gi. Greed aur emotions aap key profit ko destroy kr saktey hain. Is leye aik professional trader always calm rehta hy aur relax mind key sath decision leta hy takeh loss kam sey kam ho sakay.
      • #213 Collapse

        g bilkul ap theak k rahe hu forex trading mai humay kabi b emotional hokar trading nhe karni chaiye kiu k is business mai wahe insaan soch samj kar ata hai jisay ye maloom hota hai k is business mai profit and loss dono he humay hosakta ha kiu k har kaam ki tarha say is kaam mai b humay loss hota hai
        • #214 Collapse

          humain is main emotional ho kar kam karna ho ga mag rhumain hard work kar kay practice kar kay kam karna ho greedy honay say trade main loss b ho skata hay hard work karna ho ga
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #215 Collapse

            agar hum apny emotions ko control kar kay trading karen gay to esmain loss nahi kar saky gay so humay chaihey keh esmian sabar say kam karen ye aik bohat acha business hay humay mehant karni chahiey
            • #216 Collapse

              jee ha sir sahi kaha apnay forex ma agar ap aek acha professional tarder ha to apko emotions nai hona chahiye qk baat ya ha kay forex ma agar ap tarding krni ha to apko apnay emotions pay control ma rakna chahiye qk agar ap apnay emotions ko bhi control krty ha to hi ham forex ma kamiyab ho sakty haa
              • #217 Collapse

                bhai baat ya ha kay hamy phali to forex ma emotions pay control rakna chahiye qk ham jatna bhi control krty ha to hamay uthna hi ziada faida hota ha islay bs apko dakh kr tarding krni chahiye or agar apnay professional tarder bana ha to apko apnay wmotions ko control ma lazmi rakna chahiye takay apko loss nai ho
                • #218 Collapse

                  Han g bhai jan ap thek keh rahay hain main apki baat sy agree krta hon jo traders bna emotions k kam krty hain wo he ziada successful re jatay hain
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #219 Collapse

                    jee haan bhaii ap ny bilkul sahe baat ke ha ma apke is baat sy 100 percent agree hu kue k agar ap emotions sy kaam lain gain aur emotions ma a kr apni trade kgain gain tw emotion ma hm soch smajh kr kaam nahe krty is liyay hm loss bh kha sakty hain is liyay hmain emotions sy kaam nae laina chahiyay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #220 Collapse

                      professional trader kay b emotions hoty hain jis trah baqi insano kay emotions hoty hain lakin woh trading kay doran apny emotions per control rakhty hai jis ke waja say in ke trading baqi logon say ziada achi ho jate hai . learning achi hony ke waja say in ko market trend ka b acha idea hota hai jis ke waja say woh emotions ka shikar kam hoty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X