A professional trader is not an emotional trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    koi jaga ni ha ku k es ki waja sy just hamy loss he hota ha or jo b successful traders ha wo apny emotions ko control kar k rakhty ha forex mi zayada tar traders esi lia fail ho jat
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      dear professional business man hamsha mind se business ko karta hy wo kabii b es business mai kisi aur cheez ko nhn le kar aata ap ko b chahiye k daikh sun aur mjh k es ko karo ta k ap ko faida ho aur ap apnii life ko enjoy karo aur sath sath faida hasil karo..
       
      • #198 Collapse

        brother jitna app forex mein appney emotions par kaboo kar paogay uthna hi app success ki taraf chalogay kyun key forex mein main cheez emotions ko control karna hai aur isko control mein rakhna hai.
        • #199 Collapse

          seniors traders ko market main long time trade karny kay bad acha tjarba ho jata hay and market factors ka pata chal jata hay is laye wo in ko avoid kar kay trade karty hain and acha profit hasil kar lety hain so emotional and greedy kay bagher trade kia jaye to acha profit earn kia ja sakta hay
          • #200 Collapse

            Dear jo profashanl trader hain on main waqai emotions ko cntrol karna ata ha jis ki waja say wo market main move kar rahy hain agr wo emotions cntrol na karty to succeful trader ni ban sakty thay new trader ko jb los hota ha to apny emotions ko cntrol ni kar paty
            • #201 Collapse

              dear app ki bat sahe hai ek professional kabi b emotional nai hota hai wo trading kartay waqt fear sy dor hota hai and sahe souch samaj kr trading krta hai.
              • #202 Collapse

                bhai wese to aik professional banda forex me kabhi emotions ka shikar nhi hota hai is business me mehnat kar ke chala jata hai jo banda mehnat ke sath chalta hai is business me us ko is business me kafi earnings karne ka moqa mil sakta hai .
                • #203 Collapse

                  jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain,, jo bhi professional trader hotaa haee wo kabhi bhi trading kartay huye emotions se kaam nahin letaa haee kynk jab bhi trading kartay waqt emotions se kaam lo tou hamesha loss he hotaa hae
                  • #204 Collapse

                    g han forex trading mien agar apko kamiyab hona hai to apko chahiye ke ap is mien apne emotions ko control karen warna ap phir kabhi bhi kamiyab nahi hosakte.
                    • #205 Collapse

                      g han bilkul professional traders kabi b emotional nahi hoty yahi waja hay k wo successful ho jaty hey ham emotions ko trading me kabi b nahi karna chaye
                      • #206 Collapse

                        dear jo professional ttrader hai wo kafi mehnt sy kaam krty hain un kao kafi earning ho rahi hai ye aik real kaam hai is ko kahin bhi kia jakst ahai ye aik good kaam hai is ko kisi waqt bhi kia ja kst ahai
                        • #207 Collapse

                          emotional trader start man new trader hi hota hai kun k wu loss ku account man nae daikhna chahty. or jub koi trade loss show kary tu wu emotional hu jaty hain or trade close ker daity hain expert trader ku ye issue nae face kerna perta.
                          • #208 Collapse

                            Bilkul aisa hi hai. Emotional banda yahan kamyab nahi ho sakta. Is liye relax ho ke is kaam ko thanday dimagh se kanay chahiye.
                            • #209 Collapse

                              han g professional trader aik emotional trader nahe hota q k ham janty hai k emotion trader k against hai or wo banda jo apny emotion ko control nahe kar sakta to professional kia sucessful trader he nahe ban sakta is lai ap ko emtion ko control karna lazmi hai agr ap forex trader banana chahty hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Aik professional trader banney key leye yeh zarori hy keh aap emotional hona chhor dain aur relax aur cool mind ky sath trading krain. Aik professional trader kabhi bhi emotional nahi hota aur hamesha buhat relax ho kar decision leta hy. Agar us ko loss bhi ho jaye to woh relax mind key sath loss ko recover krney ki koshish krta hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X