Loss hony ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss hony ki waja

    Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha loss hone Ki Sabse Badi Wajah laalach hai aur dusri wajan mistake hai isliye Hamein chahi ki mistake aur Lalach Kabhi Na Karen balke is mein bahut mehnat Karen Agar Hum mehnat Nahin Karenge Toh Kuch Bhi Nahin milega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss hony ki waja

      Es business me loss honay ki sab se bari waja inexperienced hona aur rules ko follow na karna hai , hum inexperienced honay ki waja se baz dafa bohat loss me aa jatay hain , ager hum loss se bachna chahtya hain to sab se pehlay humay es field ko samajhna hoga ke ye kis tarah ka business hai aur es me kamyabi kaisay hasil kar saktay hain , aur humay zyada se zyada es field ke bare me knowledge gain karna hoga taa me humay kam se kam loss ho .
      • #18 Collapse

        Re: Loss hony ki waja

        Assalamu Alaikum Dosto Forex trading Milo sone ki bahut hi Wajah hoti hain lekin sabse jhopadi Baja Hai Mere Khayal mein bhejiye hi kijo log money management Nahin Karte Aur Pila budgeted Katte hain ya Sabse Badi Baja hai aur uske baad Forex trading ka knowledge Nahin lagte Nahi Chahiye ki Hua Forex trading co acche se sikhe Chahe Kisi senior Se sikhya Kisi teacher ko paise De kar usse is ka Mukammal course Karen aur uske bad Forex trading Mein real account mein trading karna Shuru Karen tab jakar Wacom pad Ban sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Loss hony ki waja

          Dear friends Forex trading Mein loss hone ki vajah ek ye bhi hai ki hum log ke paas experience Nahin Hota Aur Hum trade karte hain dear friends isliye hamein chahiye ke Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye Jyada Se Jyada time Forex trading co Den Taki Hum Ek accha trade Karke Ek accha profit Hasil kar sake aur aur ek accha experience Hasil ho sake friends Forex trading Mein Jis Bande ke paas Jyada experience hota hai wahi Bandar Forex trading Mein Ek accha profit Hasil kar sakta hai
          • #20 Collapse

            Re: Loss hony ki waja

            forex mein mostly loss hmain hmari apni mistake se hota hai ham greed karte hain aur mehnat nahi krte jab tak ham emotions ko control nahi kar sakte to ham ache trader nahi ban sakte ye hmain har haal mein seekhan ho ga ke agar is market mein kameyab hona hai to phir ap ko emotions mein nahi balke emotionless trading karna ho gi aur is mein ap tab hi kameyab hote hain jab ap ko buihat acha experience ho jata hai aur ap learn karte hain aur ye sab ap ko achi practice se mile ga ap ki jitni achi practice ho gi utni hi achi ap ki trading ho gi
            • #21 Collapse

              Re: Loss hony ki waja

              Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein hai loss hone Ki Sabse Badi Wajah jaldbazi hai Jab Hum bhagar Sach samjhe Jyada profit Ke Chakkar Mein tried Laga Dete Hain Jis vajah Se Hamein loss ho jata hai isliye Hamein loss se bachna chahiye Sabar ke sath Soch Samajh Kar market ko check Karke Phir tried open Karen Is Tarah aap 1 loss se bache sakte hain aur aap ko profit hi Hasil hoga
              • #22 Collapse

                Re: Loss hony ki waja

                Assalamu Alaikum dear sir aapne bilkul sahi kaha hai ki loss hone ki badi bajaya hai ki hum Dhyan aur careful hokar to Singh aur trading Nahin Karte Kyunki Agar Hum Soch Samajh Kar careful hokar open-minded hokar trading Karenge To Hum Kabhi Bhi loss Nahin Karenge
                Visit My Profile
                • #23 Collapse

                  Re: Loss hony ki waja

                  Loss hny ki bht si wajoohat ho skti hein kay ap abi itna experience nhi rkhty ya market ka achy sy analyze nhi kr patay .Is k sath ap demo account pr trading bjaye direct hi khud ko real account pr kam krny kay ehal smjh lty hein jo kay ghlat hay agar ap loss sy bchna chahty hein to market ko achy sy analyze krein or apny kam ko ziada waqt dein.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss hony ki waja

                    ji haan aap bilkul thik ho rahe hain loss hone ki vajah kam experience aur kam knowledge aur jaldbazi aur laparwahi yeah Sab loss hone ki vajah bante Hain Kyunki Hame Agar last Se Bachana hai tu Hame Apne Andaz ko Behtar banana Hoga experience ko Jyada karna hoga aur knowledge se Kafi Aage Jana Hoga aur jaldbaji kabhi nahi karni chahi Hamesha active Rahana chahi Hamein loss Kabhi ho hi nahi sakta

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X