Loss hony ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hony ki waja
    Trading me agar loss ho sakta hay to ya to traders key low trading expernice ki waja se hota hay aur ya luck par depend karny ki waja se ho sakta hay otherwise agar proper tareeqy ki trading ki jaye to mujy nahi lagta key traders ko kabi loss ho jaye, kam se kam risk agar daily base par leya jaye to some days loss ho sakta hay magar kesi 1 din be ye loss recover be ho jata hay aur sath me profit be traders kama lety hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hony ki waja

    Jahan tak mera khayal hey forex trading men loss honay ki sub se bari waja jald bazi men trading karna hoti hey aur jo log lalach kartay hen aur ziyada profit k chakr men bagher knowledge aur experience k bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se loss ho jata hey
    • #3 Collapse

      Re: Loss hony ki waja

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      Trading me agar loss ho sakta hay to ya to traders key low trading expernice ki waja se hota hay aur ya luck par depend karny ki waja se ho sakta hay otherwise agar proper tareeqy ki trading ki jaye to mujy nahi lagta key traders ko kabi loss ho jaye, kam se kam risk agar daily base par leya jaye to some days loss ho sakta hay magar kesi 1 din be ye loss recover be ho jata hay aur sath me profit be traders kama lety hey.
      traders Hosanna Tamil awesome Unki learning Na Karna full spreading ki Nali Nali Ne ki wajah se hota hai agar traders trading ki knowledge lai kr trading krain to unko loss bhi kum hoga or profit bhi gain kr skain gy
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Loss hony ki waja

        G han members agar hum apni trade open karny say pehly achay analysis kar lain to loss say bach sakty hain or acha profit be bana sakty hain es lay hum ko hamesha trading main jaldbazi say bachna chay or achy analysis kay bad he apni trade open karni chay yh be apko loss say bacha sakti hay
        All The Best Dear Friends
        • #5 Collapse

          Re: Loss hony ki waja

          For explain loss Karne Ki Sabse Badi wajah se hoti hai ki Hum Log Yahan Par apni mistakes ko kabhi bhi control nahi karte ok Naam apni mistakes Ka Pata bhi Lag Jaye Toh Hum kabhi bhi yahan par usko cover nahi karte hain kya Hum Apna Sara capital yahan par nuksaan mein le Jate Hain uske baad Hamara investment lekin Jab investments khatam ho jati hai To Phir Hame Yahan Par kam karne ke liye kuch bhi balance nahi milta aur Hame Forex trading karna Chod Dete Hain literature kaam karke working Karenge Itna Jyada me answer learning kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss hony ki waja

            Forex trading main loss hony ki sub say bari waja ye hai ka hum apny jazbaat control main nahi rakh paty agr hum ko ik trading per kafi acha profit mil jiye to hum or zyada kamany ka chaakr main per jaty hain jos ki waja say hum apna sara bonus loss kar deta or phor dobra say mehnat karni oer jati hai. Merey kehyal main loss hony ki ye sub say bari waja hai.
            • #7 Collapse

              Re: Loss hony ki waja

              Loss Honay ki SaBse BaRi wajah Hai dehaan Na deNa Ya haaZiR Na HoNaa...inVeStoR Jab Bhi Kaam kaRaY Usay biLkuL haR CheeZ Se DeHaan Hataa KaR fuLL Concentrate KaRna Chaahey MaRket PaR Or phr Market k liHaaZ Se Jo Pair BeHtar LaGay k is main EasiLy Profit Gain hosakta Hai Us Main buSsinEss KaRna chaaHeay...Time kam Dena Or CoNcentration ki Kami ki Waja Se Zyada Loss HoTay Hain...
              • #8 Collapse

                Re: Loss hony ki waja

                bari waja jald bazi men trading karna hoti hey aur jo log lalach kartay hen aur ziyada profit k chakr men bagher knowledge aur experience k bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se loss ho jata hey
                • #9 Collapse

                  Re: Loss hony ki waja

                  forex aik online business hain is main jab ham lalch or jald bazi kam karty hain ham apni galtio ko avoid karty hain or ham is main market ky rules ko follow kiye bager hi is main invest karty hain to hamy loss ho jata hain laikn is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota yai aik international or real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss hony ki waja

                    loss hamy apne he mistakes ke waja sy hota hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy sabar karna chahey forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex aik international or kabe eb abnd na hony wala buisness hain hum is mai apne marze sy time table bana kar km kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss hony ki waja

                      loss hamy apne he mistake ke waja sy hota hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is business ko apna professional career be bana sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya broker ka koi qasur nahi hota forex pury pakistan mai legal ban cuka hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss hony ki waja

                        ji haan ap Ne bilkul theek kaha hai Pakistan from Agar Hum kaam karte hain to Hamein lost ISI wajah se hota hai ki hum bahut jyada large Karte Hain Hamein lalach bilkul bhi nahin karna chahiye Jab Hamen trade Apna open karna hota hai to Hame bahut hi jyada market ko bahut hi jyada analyses karna padega FIR Hamein loss Nahin Hoga thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss hony ki waja

                          g han traders ko loss kam knowledge or less exprience ki waja se hota or jub un ko analysis karnay me confusion hoti ha kam knowledge or exprience ki waja se to wo luck par trading karna start kar detay hain jis se mazeed un ko loss hona start ho jata ha agr traders kay pass exprience ha to kisi hard market condition ki waja se loss hota ha to exprience traders osay asani se recover kar sakta ha isliey loss se bachnay or loss ko recover karnay kay liey knowledge or exprience par focus karay
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss hony ki waja

                            Me apki bat say agree krta hun trading mn loss ki aik bri vja trading ka kam experience ha aur bahut ziyada luck pay depend krna. Kbi kbi hum sochay lag jatay hain k bri lot lga detay hain agr qismat mn profit hua to hmari trade profit mn chali jaye gi. Hmain bri lot lganay say pehlay market ka thora jaiza lena chaheay ta k opposite trade na lga lain. Loss ki aik bri vja baghir analysis k bri lot lgana bhi ha hmain chaheay jitna ho skay tukkay pay trade lganay say bachna chaheay aur apni trading ko manage krna chaheay.
                            Kinza789 Trading Journal
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss hony ki waja

                              bhai jaan aap ka Sawal bahut achha hai aur mujhe bahut pasand Aaya Lawson Ki Sabse Badi bajaya hai agar Hum Se Koi mistake ho jati hai to Hame loss hota hai isliye Hamein isme se kam karna chahi please thanks for on my reply my request

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X