Trading me agar loss ho sakta hay to ya to traders key low trading expernice ki waja se hota hay aur ya luck par depend karny ki waja se ho sakta hay otherwise agar proper tareeqy ki trading ki jaye to mujy nahi lagta key traders ko kabi loss ho jaye, kam se kam risk agar daily base par leya jaye to some days loss ho sakta hay magar kesi 1 din be ye loss recover be ho jata hay aur sath me profit be traders kama lety hey.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим