Forex ko chorhnay ki waja ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex ko chorhnay ki waja ?

    forex aik online business hain ham is main learning ky sath earning be hasil kar sakty hain ham is main api marzi sy kam kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain ham isy apna life time career be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala real business hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex ko chorhnay ki waja ?

      forex ko corny ke waja loss ho sakta hain forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey ham saber karna chahey or next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Forex ko chorhnay ki waja ?

        mere bhai jis k mind mein ye bat ae k forex form ko hm chor jaein mere khyal meibn to un ki nye soch bil kul galt h kuin k ye bht hi asan bisnis h ,is ko to cjhorna ni chahye bl k isko to zyda se zyada join kr k is p mehnat kr k is se apni rozgar set krna chahye ta k hm is se faida hasil kr skein

        اب آن لائن

        Working...
        X