Forex ko chorhnay ki waja ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko chorhnay ki waja ?
    Forex trading men bahut se log aatay hen lekin nakam ho jatay hen aur forex chor jatay hen iss ki waja yeh hoti k aik tu unn ko achi learning aur knowledge nhi milta aur kuch log unn ko ghalt briefing kartay hen jiss ki waja se unn ko ziyada loss ho jata hey aur kuch lalachi log hotay hen jo bagher mehnat k hi ziyada profit hasil karnay ki koshish kartay hen aur bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se unn ko bara loss ho jata hey jiss ko recover karna bhi mushkil ho jata hey jiss ki waja se woh forex trading ko chor kar chalay jatay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ko chorhnay ki waja ?

    Forex ko sirf wohi traders chorty hain jis ko her trade main sirf loss hi hota hai jo unki apni fail stretigies ki waja sy hota hai warna forex tou bahot easy job hai aur yahan per bauot zyada earning ky chances bhi hai jo kam time main zyada earning bhi hasil ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex ko chorhnay ki waja ?

      forex trading mn new join krnay walay forex trading ko bahot asan smjhtay hn un ka khial hot ha ha bahot easy earn kr len gay aur na he he woh forex trading bara mn knowledge hasil krtay hn aur na trading experience gain krtay hn bonus milnay k bahd jb trade shro krtay hn to loss sa mayus ho kr forex ko chhorr detay hn
      • #4 Collapse

        Re: Forex ko chorhnay ki waja ?

        Forex trading ko chorny ki koi waja nehi hoti jo aik dafa forex join ker leta hai woh forex trading ko nehi chor sakta beshak usy her open ki jany wali trade main loss hi kyun na hota rehy jab forex trading sy profit hasil hota hai tou bahot acha lagta hai isliay her koi same profit ky chakar main forex trading main laga hi rehta hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex ko chorhnay ki waja ?

          g haan bhai jaan as main forex trading ko chrne ki waja ye hai ke jin ko as main musalsal as main loss hota hai wo as forex trading ko chor deta hai as main ham ko jitna bhi loss ho likn ham as forex trdaing ko chrna nahi chahiy hai q k as main ham ko kabhina kabhi tu as main profit bhi ho gaa as liy ha ko as main musalsal as main mihnat karny chahiy hai tu ham as main kamyab ho sakte hain yany ke as main se kuch earning kar sake gee
          • #6 Collapse

            Re: Forex ko chorhnay ki waja ?

            jeee bhot say log forex ko chor dete hain qk forex main agar thek tara learning na ki jy and forex ko thek tara na smajha jy tu forex main kafi loss ki waja say bhot say members forex ko chor dete hain and pher apni money k liye tetab hote hain forex main bhot he aram say kaaam karna hota hain forex main kaaam k liye apko sabar karna hota hain trader k liye wait karna hota hain k forex main aapko jaha say entry leni hain waha say aapko 1 achi learning b mil skti hain or cherts main
            • #7 Collapse

              Re: Forex ko chorhnay ki waja ?

              Dear frend forex ko wohe log chrty hai jo esy aik dollar ki machen sMjhty hai wo b aisy machen jis ko begair mehnat k dollar dy wo log earning ko to importenet samjhty hai laken learning un k liye koi mani nai rakhti or jab aisa karny sy uny kuch hasil nai hota to wo forex ko chor daty hai or jo log forex ko bussines ki tarha lety haI uny ye b pata hota hai k forex mai qork kesy karna hai or or ki learning kesy karni gai es liye aisy logo k liye work karna asan or intrested ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Forex ko chorhnay ki waja ?

                forex main lg es lieay nakam hoty hain ju forex ko join kerty he andha dhun trading start ker daity hain wo samjhty hain k bas sell aur buy kerna he trading ha asal reason say na wakif hone ki wajh say unhain loss ho jata hai jiss say woh samjhty hain k forex acha business nahi hai aur es main nakami samjh ker himaat har ker chor daity hain asa nhi kerna chea forex ko aik properly kerna chahea yeh field koi Aam feild nahi hai ju 2 ya 4 din lgany say ap es main profit he profit kma sakin gy es main booht time lgta hai kamyab trader banny main.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ko chorhnay ki waja ?

                  Je ha bilkul apki sub baty aik dum correct hai ku ke ager aik new member bgair kisse knowledge aur experience ke tuky wala trade laga dete hai jiss se aap kabhi profit hota hai aur zyada tar lose he kerwa bethty hai iss liye hamy aisa bilkul bhi ni karna chahye balky apna experience knowledge practice aur planning ko improved ker ke aur market ko analysis ker ke trade order karna chahye jiss aap lose me nahi jao ge aur apka dill bhi nahi jary ga ke aap Pakistan forex ko good by karo
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ko chorhnay ki waja ?

                    janab log forex ko apni hi ki gai galthion ki vjha sy chorty hen kuen ky unhy forex ky bary main pta hota kuch nai hota aur wo invest ker ky bahit si galthian kerty hen jis sy wo loss ker behty hen jis sy un ka dil toot jata hy aur wo forex ko sirf loss ki dukanbsajh ky chorny py majboor ho jaty hen is leay kbi bhi jald bazi na kery aur sahi sreekh ky hi forex main enter ho jis sy ap ko loss na ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ko chorhnay ki waja ?

                      ap ki bat belkul theek hai k forex mien bhut say log aty hien or es mien a aker es ko chor jaty hien q k wo hard work na kerty hien or jab wo hard work na kerty hien to in k pass es ka experience na hota hai or jab un k pass experience na hota hai to un ko her bar loss he hota hai jis waja say wo bad dil ho ker es ko chor dety hien.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ko chorhnay ki waja ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                        Forex trading men bahut se log aatay hen lekin nakam ho jatay hen aur forex chor jatay hen iss ki waja yeh hoti k aik tu unn ko achi learning aur knowledge nhi milta aur kuch log unn ko ghalt briefing kartay hen jiss ki waja se unn ko ziyada loss ho jata hey aur kuch lalachi log hotay hen jo bagher mehnat k hi ziyada profit hasil karnay ki koshish kartay hen aur bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se unn ko bara loss ho jata hey jiss ko recover karna bhi mushkil ho jata hey jiss ki waja se woh forex trading ko chor kar chalay jatay hen
                        G sir ap ne thek kaha hai forex me ziada tar log nakam hoty hain. Mery khyal se iski main reason "Daily Market ko sahi trhan understand na krna hai" q k hm acha knowledge and experience b hasil kr len tab b hm agr daily market se update nai rah sakty to hm akshar loss hi uthaen gy. Qk daily market different hoti hai to hm apne achay knowledge k bawjod b ghlt trading kr baithy hain.
                        Zrort is bat ki hai k hm Himmat nai harn q k ye aik business hai jis me loss b hota hai to hmen sirf loss ko control me rakhne ki try krni chahye bjaey forex business ko leave krne k.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ko chorhnay ki waja ?

                          G Ap ki baat theak hy k forex ko bohat say log join karty hain lekn proper education aur experience na hony ki vja say wo loss ma chaly jaty hain aur as vja say jab wobdakgy hain k un ko loss he huwa to dil chor dety hain aur forex ko chor jaty hain as ley agr forex ko join karna hy to as ki hum ko phely education leni chay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ko chorhnay ki waja ?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                            Forex trading men bahut se log aatay hen lekin nakam ho jatay hen aur forex chor jatay hen iss ki waja yeh hoti k aik tu unn ko achi learning aur knowledge nhi milta aur kuch log unn ko ghalt briefing kartay hen jiss ki waja se unn ko ziyada loss ho jata hey aur kuch lalachi log hotay hen jo bagher mehnat k hi ziyada profit hasil karnay ki koshish kartay hen aur bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se unn ko bara loss ho jata hey jiss ko recover karna bhi mushkil ho jata hey jiss ki waja se woh forex trading ko chor kar chalay jatay hen
                            Forex trading mein Ludhiana bahut Sare log Aate Hain aur bache log Chale Jate Hain Kyunki isme 91% log lossy karte hain aur proper knowledge na hone ki wajah se aur emotionally BF karne ki wajah se wo Kafi jaldi Forex se kaam Chhod Kar Chale Jate Hain loss ki wajah se tension Ho Jati Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ko chorhnay ki waja ?

                              sir agar koi Pakistan Forex ko chodna Chahta Hai Tu Woh zaroor junior Hoga Kyonki usse trade Karni nahi aati hai aur usse Jyada nuksaan hone ki wajah se account wash ho jata hai to Uska Dil Toot Jata Hai Phir Wo Pakistan Forex Walo Ko Chod deta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X