impact of patience on success in trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Sabar krnay ki apni ek ahmiat hay, sabar ka phal meetha hota hay, trading mein is ki bohat zayada ahmiat hay aur ek trader ko successful banati hay, jab market down hoti hay to tab trader ko sahi waqt ka intezar hota hay tab pta chalta hay k kis trader mein kitna patience hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      my dear forex aik risky business hai jis mein kafe saber karna parta hai ap ko jesy hee ap ki koe trade loss mein chali jati hai to us ko katna nae chaheay balky saber karna chaheay kuen kay wo kuch time bad or wait karny kay bad profit mein bee aa sakti hai
      • #138 Collapse

        Patience is very important for every traders. without it success is not possible in forex trading. Thanks for the nice asking. Regards.
        • #139 Collapse

          jitna ap sabar se trading karoge utna ap profit hasil karoge aur loss se bacho ge. jab ap be sabari ka muzahira karke trade karo ge to phir ap mostly loss ko hi face karoge. sabar hi trading men kamiyabi ki aik key hay.
          • #140 Collapse

            g han trading me ek kirdar patience ka bhi hota hai agar hum trading me patience se kam karte hai to yakinan humara loss hata hai q ke hamara trader hame lock kar dete hai or agar hum pir trading karte hai to hamara profit nai hota hum jitni bhi trading kar le hamara lose hi hota hai to hame chaiye ke trading me acha kam kare or success hasil kare ....
            • #141 Collapse

              gee mery bahi jaan forex aik esa business hai jis mein hum risks leny party hein or jab hum risk lay kar trade ya ko entri par karty hein to wo profit meinjany ki bejahy loss mein bee ja sakti hai or us time hum ko kafe saber karna parta hai kuen kay wo phr profit mein bee aa sakti hai
              • #142 Collapse

                Forex trading main jo koi bhi achey patience ke sath work krta hey woh kabhi bhi forex main fail nahin hota hey aur woh forex trading main always successful hi rehta hey.
                 
                • #143 Collapse

                  Is main koi shak nahin he keh forex trading main patience is the most important and agar hum forex main achey paticne ke sath work kartey hain to phir hum forex main kabhi bhi fail nahin hotey hain aur phir hum is market sey acha profit nikal saktey hain.
                     
                  • #144 Collapse

                    obviously yeh ek aisa kam hay jis mein success k liay hamesha patience ki zarurat hoti hay because ap ko kaam zyada karna parta hay aur is tarha time span lamba lagnay lagta hay. agar patience say kaam na lia gya to ap forum ko chor dengay bore ho jaingay aur burdenized feel karnay lagengay. so be patient while working on forex.
                    • #145 Collapse

                      Forex trading main patience ki bohat zarorat hoti hai agar ap forex main trading krrahe hain to jazbati hoke na kijiyeh trading warn nuksan k siwa kuch nahi milega. Agar ap koi position open krte hai or agar woh position thorisi bhi minus main jati hai to hamari fikr barh jati hai jo k galat hai. Prices ek wave main chalti hai directly straight forward nahi jati upper ya niche siwae kuch khas events k.
                      • #146 Collapse

                        forex me patience bhot zyada meaning rakhta hai.agar hum is business me apnay lalach ko control karnay me kamyab ho jatay hain to meray khyal me hum is business me 90% kayab hain warna nateja aap k samnay hai.
                        • #147 Collapse

                          App ka sabar aur app ko wait hi app ko buhat zada nafa deta hya is liye app ki kuch long time ki trade app ko nafa dene ke liye hi huti hay is liye apne app ko emotion se safe kar ke trade ko kare app ke liye thik ho ge .aur app zada trade number se bhi bach jye ge .
                           
                          • #148 Collapse

                            aisa nahi hota forex trading ke business main ke hum jo bhi trade open karen os main aram ya juldi humien os trade se profit mil humien wait karna parta hai apne profit ke liye aur some time aisa hota hai ke trade main bht zayda wait karna par jata hai aur humien lagta hai ke ab shyad profit na ho
                            • #149 Collapse

                              jsi tarn ke sare doston ne kaha hay ke patience se kaam lena chahye ye baat durast hay kyun ke loss aur profit har business ka hisa hay agar aap loss bardasht nahi kar sakte to phir aap profit bhi earn nahi kar sakte
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                g ha ya bilkul thek bat ha ka patience boht zada zarori ha trading ka lia ager ap trading karta ho to ap ko trading patient ka sath karni chaea muja nhi lagta ka patience ka bgar success mil sakti ha. success hasil karna ka lia patience ka hona zarori ha.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X