impact of patience on success in trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1321 Collapse

    forex mein patience ka yeh asar parta hai kay is mein hum jitna aram se relax ho kar kaam karen gay utna he hum acha profit kama paen gay kiu kay trading mein mind ka relax hona zaruri hota hai ager hum zara si bhe ghalat trade kar dain to hum ko loss ho sakta hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1322 Collapse

      g bilkul; g mn p ki bat sy agree karta hun kiun ky hm ko is kam ky lia hm ko aik plan bnan chayia r hm ko usi mutabiq hi is ko karna chayia jo ky bhtar hai hm ko apny ap ko control mn rakhna chayia
      • #1323 Collapse

        forex me aap ko patience ke sath kam karne se he faida hasil hota hai is business me kamyab wahi kelata hai jis ko is business me patience or knowledge ke sath kam karna ata ho warna itna easy nahi hai is me kamyabi se account ko manage kar pana or profits kamana .
        • #1324 Collapse

          ge han agar ap patience or sabar se kaam len ge to app kabe be business ma maar nahe khayen ge agar apko business me loss ka samna karna par jata he to apko sabar kaa daman hath se nahe chorna chahye balke patience se kaam lena chahye wohe apke trading me success ka zariya banay ga or apke profit men azafa hoga
          • #1325 Collapse

            sabar hi wo wahid cheeze hai jo k hamen trading men kamyab ker skti hai.. or hamen is men kuch faida ho skta hai.. jo log sabar nai kerta hain or is intazar men rehta hain k wo dusra logon ki hints se trade karen to wo nuqsan men hi rehta hain kuk koi be banda apko sari zindgi hints nai dai ga free men...
            • #1326 Collapse

              sabar ka phal meetha hota hy aur sabar karnay walon key sath allah hota hy. Yeh asool kisi bhi business main apnayen to inshalah kamyabi ho gi. Patience say aap ko profit bhi milta rahay ga aur loss say bhi bachay rahain gey. Because patience aap ko lalach say bachata hy.
               
              • #1327 Collapse

                I believe that patient has a big role to play in our journey to success in forex trading because it is only through patient that we can make the right trading decision and patient also make us to wait for the right trade setup to take while trading
                • #1328 Collapse

                  g hain tarding main kamyab wohio hota hain jo tarding main patience say hi tarding karta hain wo tyarding main boiht hi achi eraning karta hain
                  • #1329 Collapse

                    patience ki bahot important hoti hy forex mein and forex mein aik acha trader practice kar kay banta hay isi liye mein sab ko suggest karta rehta hon kay forex ko learn karay takay aap ka knowledge aur experience increase ho is tarha aap aik achay trader ban jay gayn aur daily good money made kiya karay gayn .
                    • #1330 Collapse

                      traidng ma success k liye zarori ha k trading ko learn kiya jaye yani k trading ma aisy kiya cheez ha k jis ko samj jao to ap ka sara kam asan ho jaye yani k ap profit karny k qabil ho jao aisa kiya ha trading ma ye sab ap ko demo account ma trading kar k pata chalta ha ya ph bar bar trading kar k.
                      • #1331 Collapse

                        G han hmen is business me sbr se kam laina chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm achi earning tb hi kar paty haib jb hm is business me sbr se kam laity hain isi liye is business me sbr se kam laina bht zyada zarori haa traders k liyee
                        • #1332 Collapse

                          yes dear Patience ka success per bohat impact hota hai.Agar hum trade me patience say kam karen gay tu hum is me successful trader ban sakty hai.Agar hum profit bohat jald earn karna chahye ge to loss ho ga
                           
                          • #1333 Collapse

                            dear Trading me patience say agar ap kam lay gay tu ap is me success get kar sakty hai.Forex trading me patience bohat important hai our is ka trading per bohat asar hota hai.Patience say hi ap greed per kabu paa sakty han
                             
                            • #1334 Collapse

                              Dear jab ap patient se kam kerty hien tu ap zada better trading ker sakty hein q k jab ap patinet mind se trading men koi bhi decision lety hein tu wo ap k haq men zada behter hota hai, or ager ap jazbati ho ker koi decision lety hein tu ap akser wrong decsion lety hein jis se ap ko loss ho satka hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1335 Collapse

                                Forex trading main agar hum patice ka daman tham kar trading karen gay tab hun esmain kamyab ho sakty hay kyun keh sabar humary liey main point hota hay aur humay market ka achy profit kay liey wait karna hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X